December jab se aaya hai mere khaamosh kamre mein.., Mere bistar pe bikhri sab kitaabein bhig jaati hain..!! दिसंबर जब से आया है मेरे खामोश कमरे में.., मेरे बिस्तर पे बिखरी सब किताबें भीग जाती हैं..!!
Read More »Yaad Shayari
Dekh Kaise Baras Raha Hai Udas Pani..
Dekh Kaise Baras Raha Hai Udas Pani.. { Silan – Gulzar Nazm } Bas ek hi sur mein ek hi lai pe subh se dekh Dekh kaise baras raha hai udas pani Phuhaar ke malmalin dupatte se ud rahe hain Tamam mousam tapak raha hai Palak palak ris rahi hai …
Read More »Dhoop Lage Aakash Pe Jab..
Dhoop Lage Aakash Pe Jab.. Gulzar Nazm ! Dhoop lage aakash pe jab Din mein chaand nazar aaya tha Dak se aaya mohr laga Ek purana sa tera chitthi ka lifafa yaad aaya Chitthi gum hue to arsa bit chuka Mohr laga bas matiyala sa Us ka lifafa rakha hai. …
Read More »Yaad Hai Ek Din..
Yaad Hai Ek Din.. { Sketch – Gulzar Nazm } ! Yaad hai ek din Meri mez pe baithe-baithe Cigarette ki dibiya par tumne Ek sketch banaya tha Aa kar dekho Us paudhe par phool aaya hai. !! -Gulzar Nazm याद है एक दिन मेरी मेज़ पे बैठे-बैठे सिगरेट की …
Read More »Wo Jo Shayar Tha..
Wo Jo Shayar Tha.. Gulzar Nazm ! Wo jo shayar tha chup sa rahta tha Bahki-bahki si baaten karta tha Aankhen kanon pe rakh ke sunta tha Gungi khamoshiyon ki aawazen Jama karta tha chaand ke saye Aur gili si nur ki bunden Rukhe rukhe se raat ke patte Ok …
Read More »Mujhko Bhi Tarkeeb Sikha Koi Yaar Julahe..
Mujhko Bhi Tarkeeb Sikha Koi Yaar Julahe.. Girhen – Gulzar Nazm ! Mujhko bhi tarkeeb sikha koi yaar julahe Aksar tujhko dekha hai ki tana bunte Jab koi taga tut gaya ya khatm hua Phir se bandh ke Aur sira koi jod ke us mein Aage bunne lagte ho Tere …
Read More »Na Jaane Kis Ki Ye Diary Hai..
Na Jaane Kis Ki Ye Diary Hai.. { Diary – Gulzar’s Nazm } Na jaane kis ki ye Diary hai Na naam hai na pata hai koi: “Har ek karwat main yaad karta hun tum ko lekin Ye karwaten lete raat din yun masal rahe hain mere badan ko Tumhaari …
Read More »Aisa Khamosh To Manzar Na Fana Ka Hota..
Aisa Khamosh To Manzar Na Fana Ka Hota.. Gulzar Poetry ! Aisa khamosh to manzar na fana ka hota, Meri tasvir bhi girti to chhanaka hota. Yun bhi ek bar to hota ki samundar bahta, Koi ehsaas to dariya ki ana ka hota. Saans mausam ki bhi kuch der ko …
Read More »Dard Halka Hai Saans Bhari Hai..
Dard Halka Hai Saans Bhari Hai.. Gulzar Ghazal ! Dard halka hai saans bhari hai, Jiye jaane ki rasm jari hai. Aap ke baad har ghadi hum ne, Aap ke saath hi guzari hai. Raat ko chandni to odha do, Din ki chadar abhi utari hai. Shakh par koi qahqaha …
Read More »Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai..
Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai.. Gulzar Ghazal ! Sham se aankh mein nami si hai, Aaj phir aap ki kami si hai. Dafan kar do hamein ki sans aaye, Nabz kuch der se thami si hai. Waqt rahta nahi kahin thamkar, Is ki aadat bhi aadmi si …
Read More »