Main Kaenat Mein Sayyaron Mein Bhatakta Tha.. Gulzar Nazm ! Main kaenat mein sayyaron mein bhatakta tha Dhuen mein dhul mein uljhi hui kiran ki tarah Main is zameen pe bhatakta raha hun sadiyon tak Gira hai waqt se kat kar jo lamha us ki tarah Watan mila to gali …
Read More »Watan Shayari
Apni Marzi Se To Mazhab Bhi Nahi Usne Chuna Tha..
Apni Marzi Se To Mazhab Bhi Nahi Usne Chuna Tha.. { Wirasat – Gulzar Nazm } ! Apni marzi se to mazhab bhi nahi usne chuna tha Uska mazhab tha jo maa-bap se hi usne wirasat mein liya tha Apne maa-bap chune koi ye mumkin hi kahan hai ? Us …
Read More »Yeh Kaisa Ishq Hai Urdu Zaban Ka..
Yeh Kaisa Ishq Hai Urdu Zaban Ka.. { Urdu Zaban – Gulzar’s Nazm } Yeh kaisa ishq hai urdu zaban ka Maza ghulta hai lafzon ka zaban par Ki jaise pan mein mahnga qimam ghulta hai Yeh kaisa ishq hai urdu zaban ka Nasha aata hai urdu bolne mein Gilauri …
Read More »Subah Subah Ek Khwab Ki Dastak Par Darwaza Khula Dekha..
Subah Subah Ek Khwab Ki Dastak Par Darwaza Khula Dekha.. { Dastak – Gulzar’s Nazm } Subah subah ek khwab ki dastak par darwaza khula dekha Sarhad ke us par se kuch mehman aaye hain Aankhon se manus the sare Chehre sare sune sunaye Panv dhoye haath dhulaye Aangan mein …
Read More »Ruke Ruke Se Qadam Ruk Ke Bar Bar Chale..
Ruke Ruke Se Qadam Ruk Ke Bar Bar Chale.. Gulzar Poetry ! Ruke ruke se Qadam ruk ke bar bar chale, Qarar de ke tere dar se be-qarar chale. Uthaye phirte the ehsan jism ka jaan par, Chale jahan se to ye pairahan utar chale. Na jane kaun si mitti …
Read More »Bulati hai magar jaane ka nahi..
Bulati hai magar jaane ka nahi.. Rahat Indori Shayari ! Bulati hai magar jaane ka nahi, Wo duniya hai udhar jaane ka nahi. Zameen rakhna pade sar par to rakho, Chalo ho to thahar jaane ka nahi. Hai duniya chhodna manzur lekin, Watan ko chhod kar jaane ka nahi. Janaze …
Read More »Ab Koi Gulshan Na Ujde Ab Watan Azad Hai..
Ab koi gulshan na ujde ab watan azad hai, Ruh ganga ki himala ka badan azad hai. Khetiyan sona ugayen wadiyan moti lutayen, Aaj gautam ki zamin tulsi ka ban azad hai. Mandiron mein sankh baje masjidon mein ho azan, Shaikh ka dharm aur din-e-barhaman azad hai. Lut kaisi bhi …
Read More »Chamakte Lafz Sitaron Se Chhin Laye Hain..
Chamakte lafz sitaron se chhin laye hain, Hum aasman se ghazal ki zamin laye hain. Woh aur honge jo khanjar chhupa ke laate hain, Hum apne sath phati aastin laye hain. Hamari baat ki gehrayi khak samjhenge, Jo parbaton ke liye khurdbin laye hain. Hanso na hum pe ki hum …
Read More »Wo Bhi Sarahne Lage Arbab-E-Fan Ke Baad
Wo bhi sarahne lage arbab-e-fan ke baad, Dad-e-sukhan mili mujhe tark-e-sukhan ke baad. Diwana-war chaand se aage nikal gaye, Thahra na dil kahin bhi teri anjuman ke baad. Honton ko si ke dekhiye pachhtaiyega aap, Hangame jag uthte hain aksar ghutan ke baad. Ghurbat ki thandi chhanw mein yaad aayi …
Read More »Sabke Kahne Se Iraada Nahi Badla Jata..
1. Sabke kahne se iraada nahi badla jata, Har saheli se dupatta nahi badla jata. सबके कहने से इरादा नहीं बदला जाता, हर सहेली से दुपट्टा नहीं बदला जाता ! 2. Kam se kam bachchon ki honthon ki hansi ki khatir, Ayse mitti mein milana ki khilauna ho jaun. कम …
Read More »