Main Udte Hue Panchhiyon Ko Daraata Hua.. { Waqt 1 – Gulzar Nazm } ! Main udte hue panchhiyon ko daraata hua Kuchalta hua ghas ki kalghiyan Giraata hua gardanen in darakhton ki chhupta hua Jin ke pichhe se Nikla chala ja raha tha wo sooraj Taaqub mein tha uske …
Read More »Waqt Shayari
Dur Sunsan Se Sahil Ke Qarib..
Dur Sunsan Se Sahil Ke Qarib.. { Landscape – Gulzar Nazm } ! Dur sunsan se sahil ke qarib Ek jawan ped ke pas Umar ke dard liye, waqt ka matiyala dushaala odhe Budha sa pam ka ek ped, khada hai kab se Saikdon salon ki tanhaai ke baad Jhuk …
Read More »Ek Adakar Hun Main..
Ek Adakar Hun Main.. Gulzar Nazm ! Ek adakar hun main Main adakar hun nan Jini padti hain kai zindagiyan ek hayati mein mujhe Mera kirdar badal jata hai har roz nai seat par Mere haalat badal jate hain Mera chehra bhi badal jata hai afsana-o-manzar ke mutabiq Meri aadat …
Read More »Pompiye Dafan Tha Sadiyon Se Jahan..
Pompiye Dafan Tha Sadiyon Se Jahan.. { Pompiye – Gulzar Nazm } ! Pompiye dafan tha sadiyon se jahan Ek tahzib thi poshida wahan Shehar khoda to tawarikh ke tukde nikle. Dheron pathraaye hue waqt ke safhon ko ulat kar dekha Ek bhooli hui tahzib ke purze se bichhe the …
Read More »Waqt Ki Aankh Pe Patti Bandh Ke Khel Rahe The Aankh Micholi..
Waqt Ki Aankh Pe Patti Bandh Ke Khel Rahe The Aankh Micholi.. { Waqt 2 – Gulzar Nazm } ! Waqt ki aankh pe patti bandh ke khel rahe the aankh micholi Raat aur din aur chaand aur main Jaane kaise kainat mein atka panv Dur gira ja kar main …
Read More »Waqt Ko Aate Na Jate Na Guzarte Dekha..
Waqt Ko Aate Na Jate Na Guzarte Dekha.. { Boski – Gulzar Nazm } ! Waqt ko aate na jate na guzarte dekha Na utarte hue dekha kabhi ilham ki surat Jama hote hue ek jagah magar dekha hai Shayad aaya tha wo khwabon se dabe panv hi Aur jab …
Read More »Dhundlai Hui Sham Thi..
Dhundlai Hui Sham Thi.. { Hirasat – Gulzar Nazm } ! Dhundlai hui sham thi Alsai hui si Aur waqt bhi basi tha main jab shehar mein aaya Har shakh se lipte hue sannate khade the Diwaron se chipki hui khamoshi padi thi Rahon mein nafas koi na parchhain na …
Read More »Ek Hi Khwaab Kai Baar Dekha Maine..
Ek Hi Khwaab Kai Baar Dekha Maine.. Ek khwaab – Gulzar Nazm ! Ek hi khwaab kai baar dekha maine, Tune saaree mein uras lee hain meri chaabiyan ghar ki, Aur chali aayi hai bas yunhi mera haath pakadkar… Mez par phool sajaate hue dekha hai kai baar, Aur bistar …
Read More »Wo Jo Shayar Tha..
Wo Jo Shayar Tha.. Gulzar Nazm ! Wo jo shayar tha chup sa rahta tha Bahki-bahki si baaten karta tha Aankhen kanon pe rakh ke sunta tha Gungi khamoshiyon ki aawazen Jama karta tha chaand ke saye Aur gili si nur ki bunden Rukhe rukhe se raat ke patte Ok …
Read More »Do Sondhe Sondhe Se Jism jis waqt..
Do Sondhe Sondhe Se Jism jis waqt.. Be-Khudi – Gulzar Nazm ! Do sondhe sondhe se jism jis waqt Ek mutthi mein so rahe the Labon ki maddham tawil sargoshiyon mein sansen ulajh gayi thin Munde hue sahilon pe jaise kahin bahut dur Thanda sawan baras raha tha Bas ek …
Read More »