Sabr Har Bar Ikhtiyar Kiya.. Gulzar Poetry ! Sabr har bar ikhtiyar kiya, Hum se hota nahi hazar kiya. Aadatan tum ne kar diye wade, Aadatan hum ne aitbaar kiya. Hum ne aksar tumhaari rahon mein, Ruk kar apna hi intezaar kiya. Phir na mangenge zindagi ya rab, Ye gunah …
Read More »Wada Shayari
Charaghon Ka Gharana Chal Raha Hai..
Charaghon Ka Gharana Chal Raha Hai.. Rahat Indori Shayari Charaghon ka gharana chal raha hai, Hawa se dostana chal raha hai. Jawani ki hawayen chal rahi hain, Buzurgon ka khazana chal raha hai. Meri gum-gashtagi par hansne walo, Mere pichhe zamana chal raha hai. Abhi hum zindagi se mil na …
Read More »Jism Ki Har Baat Hai Aawargi Ye Mat Kaho..
Jism Ki Har Baat Hai Aawargi Ye Mat Kaho.. Jan Nisar Akhtar Poetry ! Jism ki har baat hai aawargi ye mat kaho, Hum bhi kar sakte hain aisi shayari ye mat kaho. Us nazar ki us badan ki gungunahat to suno, Ek si hoti hai har ek ragni ye …
Read More »Happy Promise Day Shayari In Hindi
यदि आप इस वैलेंटाइन डे पर अपने प्यार के लिए Happy Promise Day Shayari in Hindi की तलाश कर रहे तो आप सभी बिल्कुल सही प्लेटफार्म पे आये हो। जैसा कि आप सभी जानते है कि Valentine’s Day Week में 5th Day Promise Day होता हैं यह हर साल 11 …
Read More »Itna Kyun Sharmate Hain..
Itna kyun sharmate hain, Wade aakhir wade hain. Likha likhaya dho dala, Sare waraq phir sade hain. Tujh ko bhi kyun yaad rakha, Soch ke ab pachhtate hain. Ret mahal do chaar bache, Ye bhi girne wale hain. Jayen kahin bhi tujh ko kya, Shehar se tere jate hain. Ghar …
Read More »Be-Khayali Mein Yunhi Bas Ek Irada Kar Liya..
Be-khayali mein yunhi bas ek irada kar liya, Apne dil ke shauq ko had se ziyada kar liya. Jante the donon hum us ko nibha sakte nahi, Usne wada kar liya maine bhi wada kar liya. Ghair se nafrat jo pa li kharch khud par ho gayi, Jitne hum the …
Read More »Jaane Kya Dekha Tha Maine Khwab Mein..
Jaane kya dekha tha maine khwab mein, Phans gaya phir jism ke girdab mein. Tera kya tu to baras ke khul gaya, Mera sab kuchh bah gaya sailab mein. Meri ankhon ka bhi hissa hai bahut, Tere is chehre ki ab-o-tab mein. Tujh mein aur mujh mein taalluq hai wahi, …
Read More »