Main Udte Hue Panchhiyon Ko Daraata Hua.. { Waqt 1 – Gulzar Nazm } ! Main udte hue panchhiyon ko daraata hua Kuchalta hua ghas ki kalghiyan Giraata hua gardanen in darakhton ki chhupta hua Jin ke pichhe se Nikla chala ja raha tha wo sooraj Taaqub mein tha uske …
Read More »Umar Shayari
Dur Sunsan Se Sahil Ke Qarib..
Dur Sunsan Se Sahil Ke Qarib.. { Landscape – Gulzar Nazm } ! Dur sunsan se sahil ke qarib Ek jawan ped ke pas Umar ke dard liye, waqt ka matiyala dushaala odhe Budha sa pam ka ek ped, khada hai kab se Saikdon salon ki tanhaai ke baad Jhuk …
Read More »Aath Hi Billion Umar Zameen Ki Hogi Shayad..
Aath Hi Billion Umar Zameen Ki Hogi Shayad.. Gulzar Nazm ! Aath hi billion umar zameen ki hogi shayad Aisa hi andaza hai kuch science ka Char eshaariya billion salon ki umar to bit chuki hai Kitni der laga di tum ne aane mein Aur ab mil kar Kis duniya …
Read More »Zindagi Yun Hui Basar Tanha..
Zindagi Yun Hui Basar Tanha.. Gulzar Poetry Zindagi yun hui basar tanha, Qafila saath aur safar tanha. Apne saye se chaunk jate hain, Umar guzri hai is qadar tanha. Raat bhar bolte hain sannate, Raat kate koi kidhar tanha. Din guzarta nahi hai logon mein, Raat hoti nahi basar tanha. …
Read More »Sath Manzil Thi Magar Khauf-O-Khatar Aisa Tha..
Sath Manzil Thi Magar Khauf-O-Khatar Aisa Tha.. Rahat Indori Shayari ! Sath manzil thi magar khauf-o-khatar aisa tha, Umar bhar chalte rahe log safar aisa tha. Jab wo aaye to main khush bhi hua sharminda bhi, Meri taqdir thi aisi mera ghar aisa tha. Hifz thi mujh ko bhi chehron …
Read More »Sawal Ghar Nahi Buniyad Par Uthaya Hai..
Sawal Ghar Nahi Buniyad Par Uthaya Hai.. Rahat Indori Shayari ! Sawal ghar nahi buniyad par uthaya hai, Hamare panv ki mitti ne sar uthaya hai. Hamesha sar pe rahi ek chatan rishton ki, Ye bojh wo hai jise umar bhar uthaya hai. Meri ghulail ke patthar ka kaar nama …
Read More »Chehron Ki Dhoop Aankhon Ki Gahrai Le Gaya..
Chehron Ki Dhoop Aankhon Ki Gahrai Le Gaya.. Rahat Indori Shayari ! Chehron ki dhoop aankhon ki gahrai le gaya, Aaina sare shehar ki binai le gaya. Dube hue jahaz pe kya tabsira karen, Ye hadisa to soch ki gahrai le gaya. Haalanki bezuban tha lekin ajib tha, Jo shakhs …
Read More »Wo Hum Se Aaj Bhi Daman-Kashan Chale Hai Miyan..
Wo Hum Se Aaj Bhi Daman-Kashan Chale Hai Miyan.. Jan Nisar Akhtar Poetry ! Wo hum se aaj bhi daman-kashan chale hai miyan, Kisi pe zor hamara kahan chale hai miyan. Jahan bhi thak ke koi karwan thaharta hai, Wahin se ek naya karwan chale hai miyan. Jo ek samt …
Read More »Tamam Umar Azabon Ka Silsila To Raha..
Tamam Umar Azabon Ka Silsila To Raha.. Jan Nisar Akhtar Poetry ! Tamam umar azabon ka silsila to raha, Ye kam nahi hamein jine ka hausla to raha. Guzar hi aaye kisi tarah tere diwane, Qadam qadam pe koi sakht marhala to raha. Chalo na ishq hi jita na aql …
Read More »2020 Happy Valentine’s Day Shayari In Hindi
Dil ke rishton ka koi naam nahi hota Maana ki eska koyi anjam nahi hota Agar chahat ho dono taraf to Umar Bhar ka rishta nakaam nahi hota !! दिल के रिश्तों का कोई नाम नहीं होता माना की इसका कोई अंजाम नहीं होता अगर चाहत हो दोनों तरफ तो …
Read More »