Dur Sunsan Se Sahil Ke Qarib.. { Landscape – Gulzar Nazm } ! Dur sunsan se sahil ke qarib Ek jawan ped ke pas Umar ke dard liye, waqt ka matiyala dushaala odhe Budha sa pam ka ek ped, khada hai kab se Saikdon salon ki tanhaai ke baad Jhuk …
Read More »Sahil Shayari
Do Sondhe Sondhe Se Jism jis waqt..
Do Sondhe Sondhe Se Jism jis waqt.. Be-Khudi – Gulzar Nazm ! Do sondhe sondhe se jism jis waqt Ek mutthi mein so rahe the Labon ki maddham tawil sargoshiyon mein sansen ulajh gayi thin Munde hue sahilon pe jaise kahin bahut dur Thanda sawan baras raha tha Bas ek …
Read More »Ruh Dekhi Hai Kabhi..
Ruh Dekhi Hai Kabhi.. Gulzar Nazm ! Ruh dekhi hai ? Kabhi ruh ko mahsus kiya hai ? Jagte jite hue dudhiya kohre se lipat kar Sans lete hue us kohre ko mahsus kiya hai ? Ya shikare mein kisi jhil pe jab raat basar ho Aur pani ke chhpakon …
Read More »Ped Ke Patton Mein Halchal Hai Khabar-Dar Se Hain..
Ped Ke Patton Mein Halchal Hai Khabar-Dar Se Hain.. Gulzar Poetry ! Ped ke patton mein halchal hai khabar-dar se hain, Shaam se tez hawa chalne ke aasar se hain. Nakhuda dekh raha hai ki main girdab mein hun, Aur jo pul pe khade log hain akhbaar se hain. Chadhte …
Read More »Kanch Ke Pichhe Chaand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi..
Kanch Ke Pichhe Chaand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi.. Gulzar Poetry ! Kanch ke pichhe chaand bhi tha aur kanch ke upar kai bhi, Tinon the hum wo bhi the aur main bhi tha tanhaai bhi. Yaadon ki bauchhaaron se jab palken bhigne lagti hain, Sondhi sondhi …
Read More »Kuch Toh Apni Nishaniya Rakh Ja..
Kuch toh apni nishaniya rakh ja, In kitabo mein titliya rakh ja. Log thak haar kar lout na jaye, Raste mein kahaniya rakh ja. Muntzir koi toh mile mujhko, Ghar ke baahar udasiyan rakh ja. In darkhton se fal nahi girte, Inke najdik aandhiyan rakh ja. Ho raha hai agar …
Read More »