December jab se aaya hai mere khaamosh kamre mein.., Mere bistar pe bikhri sab kitaabein bhig jaati hain..!! दिसंबर जब से आया है मेरे खामोश कमरे में.., मेरे बिस्तर पे बिखरी सब किताबें भीग जाती हैं..!!
Read More »Sad Poetry
Shahtut Ki Shakh Pe Baitha Koi..
Shahtut Ki Shakh Pe Baitha Koi.. Gulzar Nazm ! Shahtut ki shakh pe baitha koi Bunta hai resham ke tage Lamha lamha khol raha hai Patta patta bin raha hai Ek ek sans baja kar sunta hai saudai Ek ek sans ko khol ke apne tan par liptata jata hai …
Read More »Raat Ko Aksar Hota Hai Parwane Aa Kar..
Raat Ko Aksar Hota Hai Parwane Aa Kar.. { Ghalib – Gulzar Nazm } ! Raat ko aksar hota hai parwane aa kar Table lamp ke gard ikatthe ho jate hain Sunte hain sar dhunte hain Sun ke sab ashaar ghazal ke Jab bhi main diwan-e-ghalib khol ke padhne baithta …
Read More »Ek Pashemani Rahti Hai..
Ek Pashemani Rahti Hai.. { Uljhan – Gulzar Nazm } ! Ek pashemani rahti hai Uljhan aur girani bhi Aao phir se lad kar dekhen Shayad us se behtar koi aur sabab mil jaye humko Phir se alag ho jaane ka. !! –Gulzar Nazm एक पशेमानी रहती है उलझन और …
Read More »Dil Mein Aise Thahar Gaye Hain Gham..
Dil Mein Aise Thahar Gaye Hain Gham.. Gulzar Nazm ! Dil mein aise thahar gaye hain gham Jaise jangal mein shaam ke saye Jate jate sahm ke ruk jayen Mar ke dekhen udaas rahon par Kaise bujhte hue ujalon mein Dur tak dhul hi dhul udti hai !! -Gulzar Nazm …
Read More »Tukda Ek Nazm Ka..
Tukda Ek Nazm Ka.. Gulzar Nazm ! Tukda ek nazm ka Din bhar meri sanson mein sarakta hi raha Lab pe aaya to zaban katne lagi Dant se pakda to lab chhilne lage Na to phenka hi gaya munh se, na nigla hi gaya Kanch ka tukda atak jaye halaq …
Read More »Bas Ek Jhagde Ka Lamha Tha..
Bas Ek Jhagde Ka Lamha Tha.. { Khudkushi – Gulzar Nazm } ! Bas ek jhagde ka lamha tha Dar-o-diwar pe aise chhanake se giri aawaz jaise kanch girta hai Har ek shai mein gain udti hui, jalti hui kirchen Nazar mein, baat mein lahje mein, soch aur sans ke …
Read More »Wo Jo Shayar Tha..
Wo Jo Shayar Tha.. Gulzar Nazm ! Wo jo shayar tha chup sa rahta tha Bahki-bahki si baaten karta tha Aankhen kanon pe rakh ke sunta tha Gungi khamoshiyon ki aawazen Jama karta tha chaand ke saye Aur gili si nur ki bunden Rukhe rukhe se raat ke patte Ok …
Read More »Roz Subah Akhbar Mere Ghar..
Roz Subah Akhbar Mere Ghar.. Akhbar – Gulzar Nazm ! Sara din main khun mein lat-pat rahta hun Sare din mein sukh sukh ke kala pad jata hai khun Papdi si jam jati hai Khurach khurach ke nakhunon se Chamdi chhilne lagti hai Nak mein khun ki kachchi bu Aur …
Read More »Mujhko Bhi Tarkeeb Sikha Koi Yaar Julahe..
Mujhko Bhi Tarkeeb Sikha Koi Yaar Julahe.. Girhen – Gulzar Nazm ! Mujhko bhi tarkeeb sikha koi yaar julahe Aksar tujhko dekha hai ki tana bunte Jab koi taga tut gaya ya khatm hua Phir se bandh ke Aur sira koi jod ke us mein Aage bunne lagte ho Tere …
Read More »