Rahat Indori Two Line Shayari In Hindi राहत इंदौरी की मशहूर शायरियां हिंदी में : – उर्दू भाषा के विशव प्रसिद्ध शायर डॉ राहत इंदौरी हमारे समय के सबसे प्रतिष्ठित कवि, शायर और हिंदी फिल्म गीतकार में से एक हैं। वो एक महान शायर हैं। ग़ज़ल अगर इशारों की कला …
Read More »Rahat Indori
Ye Khak Zade Jo Rahte Hain Bezaban Pade..
Ye Khak Zade Jo Rahte Hain Bezaban Pade.. Rahat Indori Shayari ! Ye khak zade jo rahte hain bezaban pade, Ishaara kar den to sooraj zameen pe aan pade. Sukut-e-zist ko aamada-e-baghawat kar, Lahu uchhaal ki kuch zindagi mein jaan pade. Hamare shehar ki binaiyon pe rote hain, Tamam shehar …
Read More »Jo Ye Har Su Falak Manzar Khade Hain..
Jo Ye Har Su Falak Manzar Khade Hain.. Rahat Indori Shayari ! Jo ye har su falak manzar khade hain, Na jaane kis ke pairon par khade hain. Tula hai dhoop barsane pe sooraj, Shajar bhi chhatriyan le kar khade hain. Unhen naamon se main pahchanta hun, Mere dushman mere …
Read More »Sham Ne Jab Palkon Pe Aatish Dan Liya..
Sham Ne Jab Palkon Pe Aatish Dan Liya.. Rahat Indori Shayari ! Sham ne jab palkon pe aatish dan liya, Kuch yaadon ne chutki mein loban liya. Darwazon ne apni aankhen nam kar li, Diwaron ne apna sina tan liya. Pyas to apni sat samundar jaisi thi, Nahaq hum ne …
Read More »Mere Karobar Mein Sab Ne Badi Imdad Ki..
Mere Karobar Mein Sab Ne Badi Imdad Ki.. Rahat Indori Shayari ! Mere karobar mein sab ne badi imdad ki, Dad logon ki gala apna ghazal ustad ki. Apni sansen bech kar main ne jise aabaad ki, Wo gali jannat to ab bhi hai magar shaddad ki. Umar bhar chalte …
Read More »Sath Manzil Thi Magar Khauf-O-Khatar Aisa Tha..
Sath Manzil Thi Magar Khauf-O-Khatar Aisa Tha.. Rahat Indori Shayari ! Sath manzil thi magar khauf-o-khatar aisa tha, Umar bhar chalte rahe log safar aisa tha. Jab wo aaye to main khush bhi hua sharminda bhi, Meri taqdir thi aisi mera ghar aisa tha. Hifz thi mujh ko bhi chehron …
Read More »Sar Par Sat Aakash Zameen Par Sat Samundar Bikhre Hain..
Sar Par Sat Aakash Zameen Par Sat Samundar Bikhre Hain.. Rahat Indori Shayari ! Sar par sat aakash zameen par sat samundar bikhre hain, Aankhen chhoti pad jati hain itne manzar bikhre hain. Zinda rahna khel nahi hai is aabaad kharabe mein, Wo bhi aksar tut gaya hai hum bhi …
Read More »Sawal Ghar Nahi Buniyad Par Uthaya Hai..
Sawal Ghar Nahi Buniyad Par Uthaya Hai.. Rahat Indori Shayari ! Sawal ghar nahi buniyad par uthaya hai, Hamare panv ki mitti ne sar uthaya hai. Hamesha sar pe rahi ek chatan rishton ki, Ye bojh wo hai jise umar bhar uthaya hai. Meri ghulail ke patthar ka kaar nama …
Read More »Chehron Ki Dhoop Aankhon Ki Gahrai Le Gaya..
Chehron Ki Dhoop Aankhon Ki Gahrai Le Gaya.. Rahat Indori Shayari ! Chehron ki dhoop aankhon ki gahrai le gaya, Aaina sare shehar ki binai le gaya. Dube hue jahaz pe kya tabsira karen, Ye hadisa to soch ki gahrai le gaya. Haalanki bezuban tha lekin ajib tha, Jo shakhs …
Read More »Jab Kabhi Phoolon Ne Khushbu Ki Tijarat Ki Hai..
Jab Kabhi Phoolon Ne Khushbu Ki Tijarat Ki Hai.. Rahat Indori Shayari ! Jab kabhi phoolon ne khushbu ki tijarat ki hai, Patti patti ne hawaon se shikayat ki hai. Yun laga jaise koi itr faza mein ghul jaye, Jab kisi bachche ne quran ki tilawat ki hai. Ja-namazon ki …
Read More »