Main Udte Hue Panchhiyon Ko Daraata Hua.. { Waqt 1 – Gulzar Nazm } ! Main udte hue panchhiyon ko daraata hua Kuchalta hua ghas ki kalghiyan Giraata hua gardanen in darakhton ki chhupta hua Jin ke pichhe se Nikla chala ja raha tha wo sooraj Taaqub mein tha uske …
Read More »Parinda Shayari
Sabab Wo Puchh Rahe Hain Udas Hone Ka..
Sabab Wo Puchh Rahe Hain Udas Hone Ka.. Rahat Indori Shayari ! Sabab wo puchh rahe hain udas hone ka, Mera mizaj nahi be-libas hone ka. Naya bahana hai har pal udas hone ka, Ye fayeda hai tere ghar ke paas hone ka. Mahakti raat ke lamho nazar rakho mujh …
Read More »Andhere Chaaron Taraf Sayen Sayen Karne Lage..
Andhere Chaaron Taraf Sayen Sayen Karne Lage.. Rahat Indori Shayari ! Andhere chaaron taraf sayen sayen karne lage, Charagh haath utha kar duayen karne lage. Taraqqi kar gaye bimariyon ke saudagar, Ye sab mariz hain jo ab dawayen karne lage. Lahu-luhan pada tha zameen par ek suraj, Parinde apne paron …
Read More »Na Udao Parindon Ko Munder Se Apni
Na udao parindon ko munder se apni, Na jaane kaun bichad ke aaya ho apno se. !! न उड़ाओ परिंदों को मुँडेर से अपनी, न जाने कौन बिछड़ के आया हो अपनों से !! -Parinda Shayari Collection
Read More »Khol De Pankh Mere Kehta Hai Parinda Abhi Aur Udaan Baki Hai
Khol de pankh mere kehta hai parinda abhi aur udaan baki hai, Zameen nahi hai manzil meri abhi pura aasman baki hai, Lahron ki khamoshi ko samandar ki bebasi mat samjh aye nadan, Jitni gehrai andar hai bahar utna tufan baki hai. !! खोल दे पंख मेरे कहता है …
Read More »Likha Hai Mujh Ko Bhi Likhna Pada Hai
Likha hai mujh ko bhi likhna pada hai, Jahan se hashiya chhoda gaya hai. Agar manus hai tum se parinda, To phir udne ko par kyun tolta hai. Kahin kuch hai kahin kuch hai kahin kuch, Mera saman sab bikhra hua hai. Main ja baithun kisi bargad ke niche, Sukun …
Read More »Ek Parinda Abhi Udaan Me Hai..
Ek parinda abhi udaan me hai, Tir har shakhs ki kaman mein hai. Jis ko dekho wahi hai chup chup sa, Jaise har shakhs imtihan mein hai. Kho chuke hum yakin jaisi shai, Tu abhi tak kisi guman mein hai. Zindagi sang-dil sahi lekin, Aaina bhi isi chatan mein hai. …
Read More »Hai Ajib Shehar Ki Zindagi Na Safar Raha Na Qayam Hai
Hai ajib shehar ki zindagi na safar raha na qayam hai, Kahin karobar si dopehar kahin bad-mizaj si shaam hai. Kahan ab duaon ki barkatein wo nasihatein wo hidayatein, Ye matalbon ka khulus hai ye zaruraton ka salam hai. Yun hi roz milne ki aarzoo badi rakh rakhaw ki guftugu, …
Read More »Ajnabi Khwahishen Seene Mein Daba Bhi Na Sakun..
Ajnabi khwahishen seene mein daba bhi na sakun, Aise ziddi hain parinde ki uda bhi na sakun. Phunk dalunga kisi roz main dil ki duniya, Ye tera khat to nahin hai ki jala bhi na sakun. Meri ghairat bhi koi shai hai ki mehfil mein mujhe, Us ne is tarah …
Read More »Wo Jo Tere Faqir Hote Hain..
Wo jo tere faqir hote hain, Aadmi be-nazir hote hain. Dekhne wala ek nahi milta, Aankh wale kasir hote hain. Jin ko daulat haqir lagti hai, Uff ! wo kitne amir hote hain. Jin ko kudrat ne husan bakhsha ho, Kudratan kuchh sharir hote hain. Zindagi ke hasin tarkash mein, …
Read More »