Roz Subah Akhbar Mere Ghar.. Akhbar – Gulzar Nazm ! Sara din main khun mein lat-pat rahta hun Sare din mein sukh sukh ke kala pad jata hai khun Papdi si jam jati hai Khurach khurach ke nakhunon se Chamdi chhilne lagti hai Nak mein khun ki kachchi bu Aur …
Read More »Do Sondhe Sondhe Se Jism jis waqt..
Do Sondhe Sondhe Se Jism jis waqt.. Be-Khudi – Gulzar Nazm ! Do sondhe sondhe se jism jis waqt Ek mutthi mein so rahe the Labon ki maddham tawil sargoshiyon mein sansen ulajh gayi thin Munde hue sahilon pe jaise kahin bahut dur Thanda sawan baras raha tha Bas ek …
Read More »Ruh Dekhi Hai Kabhi..
Ruh Dekhi Hai Kabhi.. Gulzar Nazm ! Ruh dekhi hai ? Kabhi ruh ko mahsus kiya hai ? Jagte jite hue dudhiya kohre se lipat kar Sans lete hue us kohre ko mahsus kiya hai ? Ya shikare mein kisi jhil pe jab raat basar ho Aur pani ke chhpakon …
Read More »Mujhko Bhi Tarkeeb Sikha Koi Yaar Julahe..
Mujhko Bhi Tarkeeb Sikha Koi Yaar Julahe.. Girhen – Gulzar Nazm ! Mujhko bhi tarkeeb sikha koi yaar julahe Aksar tujhko dekha hai ki tana bunte Jab koi taga tut gaya ya khatm hua Phir se bandh ke Aur sira koi jod ke us mein Aage bunne lagte ho Tere …
Read More »Nazm Uljhi Hui Hai Seene Mein..
Nazm Uljhi Hui Hai Seene Mein.. Gulzar Nazm ! Nazm uljhi hui hai seene mein Misre atke hue hain honton par Udte-phirte hain titliyon ki tarah Lafz kaghaz pe baithte hi nahi Kab se baitha hua hun main jaanam Sada kaghaz pe likh ke naam tera Bas tera naam hi …
Read More »Na Jaane Kis Ki Ye Diary Hai..
Na Jaane Kis Ki Ye Diary Hai.. { Diary – Gulzar’s Nazm } Na jaane kis ki ye Diary hai Na naam hai na pata hai koi: “Har ek karwat main yaad karta hun tum ko lekin Ye karwaten lete raat din yun masal rahe hain mere badan ko Tumhaari …
Read More »Yeh Kaisa Ishq Hai Urdu Zaban Ka..
Yeh Kaisa Ishq Hai Urdu Zaban Ka.. { Urdu Zaban – Gulzar’s Nazm } Yeh kaisa ishq hai urdu zaban ka Maza ghulta hai lafzon ka zaban par Ki jaise pan mein mahnga qimam ghulta hai Yeh kaisa ishq hai urdu zaban ka Nasha aata hai urdu bolne mein Gilauri …
Read More »Subah Subah Ek Khwab Ki Dastak Par Darwaza Khula Dekha..
Subah Subah Ek Khwab Ki Dastak Par Darwaza Khula Dekha.. { Dastak – Gulzar’s Nazm } Subah subah ek khwab ki dastak par darwaza khula dekha Sarhad ke us par se kuch mehman aaye hain Aankhon se manus the sare Chehre sare sune sunaye Panv dhoye haath dhulaye Aangan mein …
Read More »Kis Qadar Sidha Sahal Saf Hai Rasta Dekho..
Kis Qadar Sidha Sahal Saf Hai Rasta Dekho.. { Akele – Gulzar’s Nazm } Kis qadar sidha sahal saf hai rasta dekho Na kisi shakh ka saya hai na diwar ki tek Na kisi aankh ki aahat, na kisi chehre ka shor Dur tak koi nahi koi nahi koi nahi …
Read More »Tinka Tinka Kante Tode Sari Raat Katai Ki..
Tinka Tinka Kante Tode Sari Raat Katai Ki.. Gulzar Poetry ! Tinka tinka kante tode sari raat katai ki, Kyun itni lambi hoti hai chandni raat judai ki. Neend mein koi apne aap se baaten karta rahta hai, Kal-kunen mein gunjti hai aawaz kisi saudai ki. Sine mein dil ki …
Read More »