Chaand Kyun Abr Ki Us Maili Si Gathri Mein Chhupa Tha.. { Ek Daur – Gulzar Nazm } ! Chaand kyun abr ki us maili si gathri mein chhupa tha Us ke chhupte hi andheron ke nikal aaye the nakhun Aur jangal se guzarte hue masum musafir Apne chehron ko …
Read More »Kandhe Jhuk Jate Hain Jab Bojh Se Is Lambe Safar Ke..
Kandhe Jhuk Jate Hain Jab Bojh Se Is Lambe Safar Ke.. Gulzar Nazm ! Kandhe jhuk jate hain jab bojh se is lambe safar ke Hanp jata hun main jab chadhte hue tez chadhanen Sansen rah jati hain jab sine mein ek guchcha sa ho kar Aur lagta hai ki …
Read More »Subah Se Shaam Hui Aur Hiran Mujhko Chhalawe Deta..
Subah Se Shaam Hui Aur Hiran Mujhko Chhalawe Deta.. Gulzar Nazm ! Subah se shaam hui aur hiran mujhko chhalawe deta Sare jangal mein pareshan kiye ghum raha hai ab tak Uski gardan ke bahut pas se guzre hain kai tir mere Wo bhi ab utna hi hushyar hai jitna …
Read More »Waqt Ko Aate Na Jate Na Guzarte Dekha..
Waqt Ko Aate Na Jate Na Guzarte Dekha.. { Boski – Gulzar Nazm } ! Waqt ko aate na jate na guzarte dekha Na utarte hue dekha kabhi ilham ki surat Jama hote hue ek jagah magar dekha hai Shayad aaya tha wo khwabon se dabe panv hi Aur jab …
Read More »Dil Mein Aise Thahar Gaye Hain Gham..
Dil Mein Aise Thahar Gaye Hain Gham.. Gulzar Nazm ! Dil mein aise thahar gaye hain gham Jaise jangal mein shaam ke saye Jate jate sahm ke ruk jayen Mar ke dekhen udaas rahon par Kaise bujhte hue ujalon mein Dur tak dhul hi dhul udti hai !! -Gulzar Nazm …
Read More »Tukda Ek Nazm Ka..
Tukda Ek Nazm Ka.. Gulzar Nazm ! Tukda ek nazm ka Din bhar meri sanson mein sarakta hi raha Lab pe aaya to zaban katne lagi Dant se pakda to lab chhilne lage Na to phenka hi gaya munh se, na nigla hi gaya Kanch ka tukda atak jaye halaq …
Read More »Ghutan Gulzar Nazm
Ghutan Gulzar Nazm ! Ji mein aata hai ki is kan se surakh karun Khinch kar dusri jaanib se nikalun usko Sari ki sari nichodun ye ragen, saf karun Bhar dun resham ki jalai hui bukki in mein Qahqahati hui is bhid mein shamil ho kar Main bhi ek bar …
Read More »Barish Hoti Hai To Pani Ko Bhi Lag Jate Hain Panw..
Barish Hoti Hai To Pani Ko Bhi Lag Jate Hain Panw.. Gulzar Nazm ! Barish hoti hai to pani ko bhi lag jate hain panw Dar-o-diwar se takra ke guzarta hai gali se Aur uchhalta hai chhapakon mein Kisi match mein jite hue ladkon ki tarah Jeet kar aate hain …
Read More »Dhundlai Hui Sham Thi..
Dhundlai Hui Sham Thi.. { Hirasat – Gulzar Nazm } ! Dhundlai hui sham thi Alsai hui si Aur waqt bhi basi tha main jab shehar mein aaya Har shakh se lipte hue sannate khade the Diwaron se chipki hui khamoshi padi thi Rahon mein nafas koi na parchhain na …
Read More »Khalaon Mein Tairte Jaziron Pe Champai Dhup..
Khalaon Mein Tairte Jaziron Pe Champai Dhup.. Gulzar Nazm ! Khalaon mein tairte jaziron pe champai dhup Dekh kaise baras rahi hai ! Mahin kohra simat raha hai Hatheliyon mein abhi talak Tere narm chehre ka lams aise chhalak raha hai Ki jaise subah ko ok mein bhar liya ho …
Read More »