Sahma Sahma Dara Sa Rahta Hai.. Gulzar Poetry ! Sahma sahma dara sa rahta hai, Jaane kyun ji bhara sa rahta hai. Kai si jam gayi hai aankhon par, Sara manzar hara sa rahta hai. Ek pal dekh lun to uthta hun, Jal gaya ghar zara sa rahta hai. Sar …
Read More »Manzar Poetry
Aisa Khamosh To Manzar Na Fana Ka Hota..
Aisa Khamosh To Manzar Na Fana Ka Hota.. Gulzar Poetry ! Aisa khamosh to manzar na fana ka hota, Meri tasvir bhi girti to chhanaka hota. Yun bhi ek bar to hota ki samundar bahta, Koi ehsaas to dariya ki ana ka hota. Saans mausam ki bhi kuch der ko …
Read More »Ye Khak Zade Jo Rahte Hain Bezaban Pade..
Ye Khak Zade Jo Rahte Hain Bezaban Pade.. Rahat Indori Shayari ! Ye khak zade jo rahte hain bezaban pade, Ishaara kar den to sooraj zameen pe aan pade. Sukut-e-zist ko aamada-e-baghawat kar, Lahu uchhaal ki kuch zindagi mein jaan pade. Hamare shehar ki binaiyon pe rote hain, Tamam shehar …
Read More »Jo Ye Har Su Falak Manzar Khade Hain..
Jo Ye Har Su Falak Manzar Khade Hain.. Rahat Indori Shayari ! Jo ye har su falak manzar khade hain, Na jaane kis ke pairon par khade hain. Tula hai dhoop barsane pe sooraj, Shajar bhi chhatriyan le kar khade hain. Unhen naamon se main pahchanta hun, Mere dushman mere …
Read More »Sar Par Sat Aakash Zameen Par Sat Samundar Bikhre Hain..
Sar Par Sat Aakash Zameen Par Sat Samundar Bikhre Hain.. Rahat Indori Shayari ! Sar par sat aakash zameen par sat samundar bikhre hain, Aankhen chhoti pad jati hain itne manzar bikhre hain. Zinda rahna khel nahi hai is aabaad kharabe mein, Wo bhi aksar tut gaya hai hum bhi …
Read More »Aankhon Ke Samne Koi Manzar Naya Na Tha..
Aankhon ke samne koi manzar naya na tha, Bas wo zara sa fasla baqi raha na tha. Ab is safar ka silsila shayad hi khatm ho, Sab apni apni rah len hum ne kaha na tha. Darwaze aaj band samajhiye suluk ke, Ye chalne wala dur talak silsila na tha. …
Read More »Bhadkaye Meri Pyas Ko Aksar Teri Aankhen..
Bhadkaye meri pyas ko aksar teri aankhen, Sahra mera chehra hai samundar teri aankhen. Phir kaun bhala dad-e-tabassum unhen dega, Roengi bahut mujh se bichhad kar teri aankhen. Khali jo hui sham-e-ghariban ki hatheli, Kya-kya na lutati rahin gauhar teri aankhen. Bojhal nazar aati hain ba-zahir mujhe lekin, Khulti hain …
Read More »