Waqt Ko Aate Na Jate Na Guzarte Dekha.. { Boski – Gulzar Nazm } ! Waqt ko aate na jate na guzarte dekha Na utarte hue dekha kabhi ilham ki surat Jama hote hue ek jagah magar dekha hai Shayad aaya tha wo khwabon se dabe panv hi Aur jab …
Read More »Khwaab Shayari
Dekho Aahista Chalo Aur Bhi Aahista Zara..
Dekho Aahista Chalo Aur Bhi Aahista Zara.. Gulzar Nazm ! Dekho aahista chalo aur bhi aahista zara, Dekhna soch sambhal kar zara panv rakhna, Zor se baj na uthe pairon ki aawaz kahin… Kanch ke khwaab hain bikhre hue tanhaai mein, Khwaab tute na koi jag na jaye dekho, Jag …
Read More »Ek Hi Khwaab Kai Baar Dekha Maine..
Ek Hi Khwaab Kai Baar Dekha Maine.. Ek khwaab – Gulzar Nazm ! Ek hi khwaab kai baar dekha maine, Tune saaree mein uras lee hain meri chaabiyan ghar ki, Aur chali aayi hai bas yunhi mera haath pakadkar… Mez par phool sajaate hue dekha hai kai baar, Aur bistar …
Read More »Subah Subah Ek Khwab Ki Dastak Par Darwaza Khula Dekha..
Subah Subah Ek Khwab Ki Dastak Par Darwaza Khula Dekha.. { Dastak – Gulzar’s Nazm } Subah subah ek khwab ki dastak par darwaza khula dekha Sarhad ke us par se kuch mehman aaye hain Aankhon se manus the sare Chehre sare sune sunaye Panv dhoye haath dhulaye Aangan mein …
Read More »Gulon Ko Sunna Zara Tum Sadayen Bheji Hain..
Gulon Ko Sunna Zara Tum Sadayen Bheji Hain.. Gulzar Poetry ! Gulon ko sunna zara tum sadayen bheji hain, Gulon ke haath bahut si duayen bheji hain. Jo aaftab kabhi bhi ghurub hota nahi, Hamara dil hai usi ki shuayen bheji hain. Agar jalaye tumhein bhi shifa mile shayad, Ek …
Read More »Phool Ne Tahni Se Udne Ki Koshish Ki..
Phool Ne Tahni Se Udne Ki Koshish Ki.. Gulzar Poetry ! Phool ne tahni se udne ki koshish ki, Ek tair ka dil rakhne ki koshish ki. Kal phir chaand ka khanjar ghonp ke sine mein, Raat ne meri jaan lene ki koshish ki. Koi na koi rahbar rasta kat …
Read More »Sar Par Sat Aakash Zameen Par Sat Samundar Bikhre Hain..
Sar Par Sat Aakash Zameen Par Sat Samundar Bikhre Hain.. Rahat Indori Shayari ! Sar par sat aakash zameen par sat samundar bikhre hain, Aankhen chhoti pad jati hain itne manzar bikhre hain. Zinda rahna khel nahi hai is aabaad kharabe mein, Wo bhi aksar tut gaya hai hum bhi …
Read More »Hausle Zindagi Ke Dekhte Hain..
Hausle Zindagi Ke Dekhte Hain.. Rahat Indori Shayari ! Hausle zindagi ke dekhte hain, Chaliye kuch roz ji ke dekhte hain. Nind pichhli sadi ki zakhmi hai, Khwaab agli sadi ke dekhte hain. Rose hum ek andheri dhund ke par, Qafile raushni ke dekhte hain. Dhoop itni karahti kyun hai, …
Read More »Dilon Mein Aag Labon Par Gulab Rakhte Hain..
Dilon Mein Aag Labon Par Gulab Rakhte Hain.. Rahat Indori Shayari Dilon mein aag labon par gulab rakhte hain, Sab apne chehron pe dohri naqab rakhte hain. Hamein charagh samajh kar bujha na paoge, Hum apne ghar mein kai aaftab rakhte hain. Bahut se log ki jo harf-ashna bhi nahi, …
Read More »Tum Pe Kya Beet Gayi Kuch To Batao Yaro..
Tum Pe Kya Beet Gayi Kuch To Batao Yaro.. Jan Nisar Akhtar Poetry ! Tum pe kya beet gayi kuch to batao yaro, Main koi ghair nahi hun ki chhupao yaro. In andheron se nikalne ki koi rah karo, Khun-e-dil se koi mishal hi jalao yaro. Ek bhi khwab na …
Read More »