Phool Ne Tahni Se Udne Ki Koshish Ki.. Gulzar Poetry ! Phool ne tahni se udne ki koshish ki, Ek tair ka dil rakhne ki koshish ki. Kal phir chaand ka khanjar ghonp ke sine mein, Raat ne meri jaan lene ki koshish ki. Koi na koi rahbar rasta kat …
Read More »Khat Shayari
Khushboo Jaise Log Mile Afsane Mein..
Khushboo Jaise Log Mile Afsane Mein.. Gulzar Poetry Khushboo jaise log mile afsane mein, Ek purana khat khola anjaane mein. Sham ke saye baalishton se nape hain, Chaand ne kitni der laga di aane mein. Raat guzarte shayad thoda waqt lage, Dhoop undelo thodi si paimane mein. Jaane kis ka …
Read More »Ja Ke Ye Kah De Koi Shoalon Se Chingari Se..
Ja Ke Ye Kah De Koi Shoalon Se Chingari Se.. Rahat Indori Shayari ! Ja ke ye kah de koi shoalon se chingari se, Phool is bar khile hain badi tayaari se. Apni har sans ko nilam kiya hai main ne, Log aasan hue hain badi dushwari se. Zehan mein …
Read More »Main Dil Pe Jabr Karunga Tujhe Bhula Dunga..
Main dil pe jabr karunga tujhe bhula dunga, Marunga khud bhi tujhe bhi kadi saza dunga. Ye tirgi mere ghar ka hi kyun muqaddar ho, Main tere shehar ke sare diye bujha dunga. Hawa ka hath bataunga har tabahi mein, Hare shajar se parinde main khud uda dunga. Wafa karunga …
Read More »Do-Chaar Bar Hum Jo Kabhi Hans-Hansa Liye..
Do-chaar bar hum jo kabhi hans-hansa liye, Sare jahan ne hath mein patthar utha liye. Rahte hamare pas to ye tutate zarur, Achchha kiya jo aapne sapne chura liye. Chaha tha ek phool ne tadpen usi ke pas, Hum ne khushi se pedon mein kante bichha liye. Aankhon mein aaye …
Read More »Wo Khat Ke Purze Uda Raha Tha..
Wo khat ke purze uda raha tha, Hawaon ka rukh dikha raha tha. Bataun kaise wo bahta dariya, Jab aa raha tha to ja raha tha. Kuch aur bhi ho gaya numayan, Main apna likha mita raha tha. Dhuan dhuan ho gayi thi aankhen, Charagh ko jab bujha raha tha. …
Read More »Tumhare Khat Mein Naya Ek Salam Kis Ka Tha..
Tumhare khat mein naya ek salam kis ka tha, Na tha raqib to aakhir wo naam kis ka tha. Wo qatal kar ke mujhe har kisi se puchhte hain, Ye kaam kis ne kiya hai ye kaam kis ka tha. Wafa karenge nibahenge baat manenge, Tumhein bhi yaad hai kuchh …
Read More »