December jab se aaya hai mere khaamosh kamre mein.., Mere bistar pe bikhri sab kitaabein bhig jaati hain..!! दिसंबर जब से आया है मेरे खामोश कमरे में.., मेरे बिस्तर पे बिखरी सब किताबें भीग जाती हैं..!!
Read More »Khamoshi Shayari
Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par..
Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par.. Gulzar Poetry ! Os padi thi raat bahut aur kohra tha garmaish par, Saili si khamoshi mein aawaz suni farmaish par. Fasle hain bhi aur nahi bhi napa taula kuch bhi nahi, Log ba-zid rahte hain phir bhi rishton ki …
Read More »Garm Lashen Girin Fasilon Se..
Garm Lashen Girin Fasilon Se.. Gulzar Poetry ! Garm lashen girin fasilon se, Aasman bhar gaya hai chilon se. Suli chadhne lagi hai khamoshi, Log aaye hain sun ke milon se. Kan mein aise utri sargoshi, Barf phisli ho jaise tilon se. Gunj kar aise lautti hai sada, Koi puchhe …
Read More »Kanch Ke Pichhe Chaand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi..
Kanch Ke Pichhe Chaand Bhi Tha Aur Kanch Ke Upar Kai Bhi.. Gulzar Poetry ! Kanch ke pichhe chaand bhi tha aur kanch ke upar kai bhi, Tinon the hum wo bhi the aur main bhi tha tanhaai bhi. Yaadon ki bauchhaaron se jab palken bhigne lagti hain, Sondhi sondhi …
Read More »Phool Ne Tahni Se Udne Ki Koshish Ki..
Phool Ne Tahni Se Udne Ki Koshish Ki.. Gulzar Poetry ! Phool ne tahni se udne ki koshish ki, Ek tair ka dil rakhne ki koshish ki. Kal phir chaand ka khanjar ghonp ke sine mein, Raat ne meri jaan lene ki koshish ki. Koi na koi rahbar rasta kat …
Read More »Hosh Walon Ko Khabar Kya Be-Khudi Kya Cheez Hai
Hosh walon ko khabar kya be-khudi kya cheez hai, Ishq kije phir samjhiye zindagi kya cheez hai. Un se nazren kya milin raushan fazayen ho gayi, Aaj jaana pyar ki jadugari kya cheez hai. Bikhri zulfon ne sikhai mausamon ko shayari, Jhukti aankhon ne bataya mai-kashi kya cheez hai. Hum …
Read More »Bahar Bhi Ab Andar Jaisa Sannata Hai..
Bahar bhi ab andar jaisa sannata hai, Dariya ke us par bhi gehra sannata hai. Shor thame to shayad sadiyan bit chuki hain, Ab tak lekin sahma sahma sannata hai. Kis se bolun ye to ek sahra hai jahan par, Main hun ya phir gunga behra sannata hai. Jaise ek …
Read More »Umar Guzregi Imtihan Mein Kya..
Umar guzregi imtihan mein kya, Dagh hi denge mujhko dan mein kya. Meri har baat be-asar hi rahi, Naqs hai kuchh mere bayan mein kya. Mujhko to koi tokta bhi nahi, Yahi hota hai khandan mein kya. Apni mahrumiyan chhupate hain, Hum gharibon ki aan-ban mein kya. Khud ko jana …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Shayari (Bhai भाई)
1. Main itani bebasi mein qaid-e-dushman mein nahi marta, Agar mera bhi ek Bhai ladkpan mein nahi marta. मैं इतनी बेबसी में क़ैद-ए-दुश्मन में नहीं मरता, अगर मेरा भी एक भाई लड़कपन में नहीं मरता ! 2. Kanton se bach gaya tha magar phool chubh gaya, Mere badan mein Bhai …
Read More »