Tinka Tinka Kante Tode Sari Raat Katai Ki.. Gulzar Poetry ! Tinka tinka kante tode sari raat katai ki, Kyun itni lambi hoti hai chandni raat judai ki. Neend mein koi apne aap se baaten karta rahta hai, Kal-kunen mein gunjti hai aawaz kisi saudai ki. Sine mein dil ki …
Read More »Judai Shayari
Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par..
Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par.. Gulzar Poetry ! Os padi thi raat bahut aur kohra tha garmaish par, Saili si khamoshi mein aawaz suni farmaish par. Fasle hain bhi aur nahi bhi napa taula kuch bhi nahi, Log ba-zid rahte hain phir bhi rishton ki …
Read More »Ek Parwaz Dikhai Di Hai..
Ek Parwaz Dikhai Di Hai.. Gulzar Poetry ! Ek parwaz dikhai di hai, Teri aawaz sunai di hai. Sirf ek safha palat kar us ne, Sari baaton ki safai di hai. Phir wahin laut ke jaana hoga, Yaar ne kaisi rihai di hai. Jis ki aankhon mein kati thi sadiyan, …
Read More »Hum Ne Khud Apni Rahnumai Ki..
Hum Ne Khud Apni Rahnumai Ki.. Rahat Indori Shayari ! Hum ne khud apni rahnumai ki, Aur shohrat hui khudai ki. Main ne duniya se mujh se duniya ne, Saikdon bar bewafai ki. Khule rahte hain sare darwaze, Koi surat nahi rihai ki. Tut kar hum mile the pahli bar, …
Read More »Jab Tera Hukam Mila Tark Mohabbat Kar Di
Jab tera hukam mila tark mohabbat kar di, Dil magar is pe wo dhadka ki qayamat kar di. Tujh se kis tarah main izhaar-e-tamanna karta, Lafz sujha to muani ne baghawat kar di. Main to samjha tha ki laut aate hain jaane wale, Tu ne ja kar to judai meri …
Read More »Aate Aate Mera Naam Sa Rah Gaya..
Aate aate mera naam sa rah gaya, Us ke honton pe kuchh kanpta rah gaya. Raat mujrim thi daman bacha le gayi, Din gawahon ki saf mein khada rah gaya. Wo mere samne hi gaya aur main, Raste ki tarah dekhta rah gaya. Jhuth wale kahin se kahin badh gaye, …
Read More »Qurbat Bhi Nahi Dil Se Utar Bhi Nahi Jata..
Qurbat bhi nahi dil se utar bhi nahi jata, Wo shakhs koi faisla kar bhi nahi jata. Aankhen hain ki khali nahi rahti hain lahu se, Aur zakhm-e-judai hai ki bhar bhi nahi jata. Wo rahat-e-jaan hai magar is dar-badri mein, Aisa hai ki ab dhyan udhar bhi nahi jata. …
Read More »Abhi Kuchh Aur Karishme Ghazal Ke Dekhte Hain..
Abhi kuchh aur karishme ghazal ke dekhte hain, “Faraz” ab zara lahja badal ke dekhte hain. Judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar, Kuchh aur dur zara sath chal ke dekhte hain. Rah-e-wafa mein harif-e-khiram koi to ho, So apne aap se aage nikal ke dekhte hain. Tu samne hai …
Read More »Ek Pal Mein Zindagi Bhar Ki Udasi De Gaya..
Ek pal mein zindagi bhar ki udasi de gaya, Wo juda hote hue kuchh phool basi de gaya. Noch kar shakhon ke tan se khushk patton ka libas, Zard mausam banjh-rut ko be-libasi de gaya. Subh ke tare meri pahli dua tere liye, Tu dil-e-be-sabr ko taskin zara si de …
Read More »Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Lati Hai Hamein
Zindagi jab bhi teri bazm mein lati hai hamein, Ye zameen chand se behtar nazar aati hai hamein. Surkh phoolon se mahak uthti hain dil ki raahein, Din dhale yun teri aawaz bulati hai hamein. Yaad teri kabhi dastak kabhi sargoshi se, Raat ke pichhle pahar roz jagati hai hamein. …
Read More »