Nazm Uljhi Hui Hai Seene Mein.. Gulzar Nazm ! Nazm uljhi hui hai seene mein Misre atke hue hain honton par Udte-phirte hain titliyon ki tarah Lafz kaghaz pe baithte hi nahi Kab se baitha hua hun main jaanam Sada kaghaz pe likh ke naam tera Bas tera naam hi …
Read More »Intezaar Poetry
Kahin To Gard Ude Ya Kahin Ghubar Dikhe..
Kahin To Gard Ude Ya Kahin Ghubar Dikhe.. Gulzar Poetry ! Kahin to gard ude ya kahin ghubar dikhe, Kahin se aata hua koi shahsawar dikhe. Khafa thi shakh se shayad ki jab hawa guzri, Zameen pe girte hue phool be-shumar dikhe. Rawan hain phir bhi ruke hain wahin pe …
Read More »Sabr Har Bar Ikhtiyar Kiya..
Sabr Har Bar Ikhtiyar Kiya.. Gulzar Poetry ! Sabr har bar ikhtiyar kiya, Hum se hota nahi hazar kiya. Aadatan tum ne kar diye wade, Aadatan hum ne aitbaar kiya. Hum ne aksar tumhaari rahon mein, Ruk kar apna hi intezaar kiya. Phir na mangenge zindagi ya rab, Ye gunah …
Read More »Main Rozgaar Ke Silsile Mein..
Main Rozgaar Ke Silsile Mein.. Gulzar’s Nazm ! Main rozgaar ke silsile mein Kabhi kabhi uske shehar jata hun To guzarta hun us gali se.. Wo neem taariq si gali Aur usike nukkad pe unghata sa purana khambha Usi ke niche tamam shab intezaar karke Main chhod aaya tha shehar …
Read More »Ye Khak Zade Jo Rahte Hain Bezaban Pade..
Ye Khak Zade Jo Rahte Hain Bezaban Pade.. Rahat Indori Shayari ! Ye khak zade jo rahte hain bezaban pade, Ishaara kar den to sooraj zameen pe aan pade. Sukut-e-zist ko aamada-e-baghawat kar, Lahu uchhaal ki kuch zindagi mein jaan pade. Hamare shehar ki binaiyon pe rote hain, Tamam shehar …
Read More »Sisakti Rut Ko Mahakta Gulab Kar Dunga..
Sisakti Rut Ko Mahakta Gulab Kar Dunga.. Rahat Indori Shayari ! Sisakti rut ko mahakta gulab kar dunga, Main is bahaar mein sab ka hisaab kar dunga. Hazaar pardon mein khud ko chhupa ke baith magar, Tujhe kabhi na kabhi be-naqaab kar dunga. Mujhe yaqeen hai ki mehfil ki raushni …
Read More »Bite Saal Ke Baad Fir Se Rose Day Aaya Hai
Bite saal ke baad fir se Rose Day aaya hai Meri aankho me sirf tera hi suroor chaya hai Zara tum aakar toh dekho ek baar Tumhare intezaar me pure ghar ko sajaya hai !! बीते साल के बाद फिर से Rose Day आया है मेरी आँखों में सिर्फ तेरा …
Read More »Hawayen Tez Thin Ye To Faqat Bahane The..
Hawayen tez thin ye to faqat bahane the, Safine yun bhi kinare pe kab lagane the. Khayal aata hai rah-rah ke laut jaane ka, Safar se pahle humein apne ghar jalane the. Guman tha ki samajh lenge mausamon ka mizaj, Khuli jo aankh to zad pe sabhi thikane the. Humein …
Read More »Ye Aur Baat Ki Rang-E-Bahaar Kam Hoga..
Ye aur baat ki rang-e-bahaar kam hoga, Nayi ruton mein darakhton ka bar kam hoga. Talluqat mein aayi hai bas ye tabdili, Milenge ab bhi magar intezaar kam hoga. Main sochta raha kal raat baith kar tanha, Ki is hujum mein mera shumar kam hoga. Palat to aayega shayad kabhi …
Read More »Wo Mere Haal Pe Roya Bhi Muskuraya Bhi..
Wo mere haal pe roya bhi muskuraya bhi, Ajib shakhs hai apna bhi hai paraya bhi. Ye intezaar sahar ka tha ya tumhara tha, Deeya jalaya bhi main ne deeya bujhaya bhi. Main chahta hun thahar jaye chashm-e-dariya mein, Larazta aks tumhara bhi mera saya bhi. Bahut mahin tha parda …
Read More »