Wo Hum Se Aaj Bhi Daman-Kashan Chale Hai Miyan.. Jan Nisar Akhtar Poetry ! Wo hum se aaj bhi daman-kashan chale hai miyan, Kisi pe zor hamara kahan chale hai miyan. Jahan bhi thak ke koi karwan thaharta hai, Wahin se ek naya karwan chale hai miyan. Jo ek samt …
Read More »Imtihan Shayari
Ek Parinda Abhi Udaan Me Hai..
Ek parinda abhi udaan me hai, Tir har shakhs ki kaman mein hai. Jis ko dekho wahi hai chup chup sa, Jaise har shakhs imtihan mein hai. Kho chuke hum yakin jaisi shai, Tu abhi tak kisi guman mein hai. Zindagi sang-dil sahi lekin, Aaina bhi isi chatan mein hai. …
Read More »Tum Lakh Chahe Meri Aafat Mein Jaan Rakhna..
Tum lakh chahe meri aafat mein jaan rakhna, Par apne waste bhi kuchh imtihaan rakhna. Wo shakhs kaam ka hai do aib bhi hain us mein, Ek sar uthana duja munh mein zaban rakhna. Pagli si ek ladki se shehar ye khafa hai, Wo chahti hai palkon pe aasman rakhna. …
Read More »Umar Guzregi Imtihan Mein Kya..
Umar guzregi imtihan mein kya, Dagh hi denge mujhko dan mein kya. Meri har baat be-asar hi rahi, Naqs hai kuchh mere bayan mein kya. Mujhko to koi tokta bhi nahi, Yahi hota hai khandan mein kya. Apni mahrumiyan chhupate hain, Hum gharibon ki aan-ban mein kya. Khud ko jana …
Read More »Is Martaba Bhi Aaye Hain Number Tere To Kam..
Is martaba bhi aaye hain number tere to kam, Ruswaiyon ka kya meri daftar banega tu, Bete ke munh pe de ke chapat bap ne kaha, Phir fail ho gaya hai minister banega tu. !! इस मर्तबा भी आए हैं नंबर तेरे तो कम, रुस्वाइयों का क्या मेरी दफ़्तर बनेगा …
Read More »Sitaaron Se Aage Jahan Aur Bhi Hain..
Sitaaron se aage jahan aur bhi hain, Abhi ishq ke imtihaan aur bhi hain. Tahi zindagi se nahi ye fazayein, Yahan saikadon Carvaan aur bhi hain. Qanaa’at na kar aalam-e-rang-o-buu par, Chaman aur bhi aashiyaan aur bhi hain. Agar kho gaya ek nasheman toh kya gham, Maqaamaat-e-aah-o-fughaan aur bhi hain. …
Read More »