Raat Chup-Chaap Dabe Paon Chali Jati Hai.. { Ek Aur Raat – Gulzar Nazm } ! Raat chup-chaap dabe paon chali jati hai Raat khamosh hai roti nahi hansti bhi nahi Kanch ka nila sa gumbad hai uda jata hai Khali khali koi bajra sa baha jata hai Chaand ki …
Read More »Hijr Poetry
Jalwa Ayan Hai Qudrat-E-Parwardigar Ka..
Jalwa Ayan Hai Qudrat-E-Parwardigar Ka.. Akbar Allahabadi Poetry Jalwa ayan hai qudrat-e-parwardigar ka, Kya dil-kusha ye scene hai fasl-e-bahaar ka. Nazan hain josh-e-husn pe gul-ha-e-dil-fareb, Joban dikha raha hai ye aalam ubhaar ka. Hain didani banafsha o sumbul ke pech o tab, Naqsha khincha hua hai khat-o-zulf-e-yar ka. Sabza hai …
Read More »Pura Dukh Aur Aadha Chand..
Pura dukh aur aadha chand, Hijr ki shab aur aisa chand. Din mein wahshat bahal gayi, Raat hui aur nikla chand. Kis maqtal se guzra hoga, Itna sahma sahma chand. Yaadon ki aabaad gali mein, Ghum raha hai tanha chand. Meri karwat par jag utthe, Nind ka kitna kachcha …
Read More »Ujad Ujad Ke Sanwarti Hai Tere Hijr Ki Sham..
Ujad ujad ke sanwarti hai tere hijr ki sham, Na puchh kaise guzarti hai tere hijr ki sham. Ye barg barg udasi bikhar rahi hai meri, Ki shakh shakh utarti hai tere hijr ki sham. Ujad ghar mein koi chand kab utarta hai, Sawal mujh se ye karti hai tere …
Read More »Aadmi Waqt Par Gaya Hoga..
Aadmi waqt par gaya hoga, Waqt pahle guzar gaya hoga. Wo hamari taraf na dekh ke bhi, Koi ehsan dhar gaya hoga. Khud se mayus ho ke baitha hun, Aaj har shakhs mar gaya hoga. Sham tere dayar mein aakhir, Koi to apne ghar gaya hoga. Marham-e-hijr tha ajab iksir, …
Read More »Hum Un Se Agar Mil Baithe Hain Kya Dosh Hamara Hota Hai..
Hum un se agar mil baithe hain kya dosh hamara hota hai, Kuch apni jasarat hoti hai kuch un ka ishaara hota hai. Katne lagi raaten aankhon mein dekha nahi palkon par aksar, Ya sham-e-ghariban ka jugnu ya subh ka tara hota hai. Hum dil ko liye har desh phire …
Read More »Famous Two Line Poetry Of Aziz Lakhnavi
Famous Two Line Poetry Of Aziz Lakhnavi Paida wo baat kar ki tujhe roye dusare, Rona khud ye apne haal pe ye zaar zaar kya. पैदा वो बात कर कि तुझे रोएँ दूसरे, रोना खुद अपने हाल पे ये जार जार क्या ! Tumne cheda to kuchh khule hum bhi, …
Read More »