Mere Kapdon Mein Tanga Hai.. { Libas – Gulzar Nazm } ! Mere kapdon mein tanga hai Tera khush-rang libas ! Ghar pe dhota hun har bar use aur sukha ke phir se Apne haathon se use istri karta hun magar Istri karne se jati nahi shiknen us ki Aur …
Read More »Gulzar
Yaad Hai Ek Din..
Yaad Hai Ek Din.. { Sketch – Gulzar Nazm } ! Yaad hai ek din Meri mez pe baithe-baithe Cigarette ki dibiya par tumne Ek sketch banaya tha Aa kar dekho Us paudhe par phool aaya hai. !! -Gulzar Nazm याद है एक दिन मेरी मेज़ पे बैठे-बैठे सिगरेट की …
Read More »Bas Ek Jhagde Ka Lamha Tha..
Bas Ek Jhagde Ka Lamha Tha.. { Khudkushi – Gulzar Nazm } ! Bas ek jhagde ka lamha tha Dar-o-diwar pe aise chhanake se giri aawaz jaise kanch girta hai Har ek shai mein gain udti hui, jalti hui kirchen Nazar mein, baat mein lahje mein, soch aur sans ke …
Read More »Barf Pighlegi Jab Pahado Se..
Barf Pighlegi Jab Pahado Se.. Gulzar Nazm ! Barf pighlegi jab pahado se Aur wadi se kohra simtega Bij angdai le ke jagenge Apni lasai aankhen kholenge Sabza bah niklega dhalanon par Ghaur se dekhna bahaaron mein Pichhle mausam ke bhi nishan honge Konpalon ki udaas aaankhon mein Aansuon ki …
Read More »Pure Ka Pura Aakash Ghuma Kar Bazi Dekhi Maine..
Pure Ka Pura Aakash Ghuma Kar Bazi Dekhi Maine.. { Khuda – Gulzar Nazm } ! Pure ka pura aakash ghuma kar bazi dekhi maine ! Kale ghar mein sooraj chalke Tum ne shayad socha tha mere sab mohre pit jayenge Maine ek charagh jala kar roshani kar lee Apna …
Read More »Raat Chup-Chaap Dabe Paon Chali Jati Hai..
Raat Chup-Chaap Dabe Paon Chali Jati Hai.. { Ek Aur Raat – Gulzar Nazm } ! Raat chup-chaap dabe paon chali jati hai Raat khamosh hai roti nahi hansti bhi nahi Kanch ka nila sa gumbad hai uda jata hai Khali khali koi bajra sa baha jata hai Chaand ki …
Read More »Dekho Aahista Chalo Aur Bhi Aahista Zara..
Dekho Aahista Chalo Aur Bhi Aahista Zara.. Gulzar Nazm ! Dekho aahista chalo aur bhi aahista zara, Dekhna soch sambhal kar zara panv rakhna, Zor se baj na uthe pairon ki aawaz kahin… Kanch ke khwaab hain bikhre hue tanhaai mein, Khwaab tute na koi jag na jaye dekho, Jag …
Read More »Ek Hi Khwaab Kai Baar Dekha Maine..
Ek Hi Khwaab Kai Baar Dekha Maine.. Ek khwaab – Gulzar Nazm ! Ek hi khwaab kai baar dekha maine, Tune saaree mein uras lee hain meri chaabiyan ghar ki, Aur chali aayi hai bas yunhi mera haath pakadkar… Mez par phool sajaate hue dekha hai kai baar, Aur bistar …
Read More »Wo Jo Shayar Tha..
Wo Jo Shayar Tha.. Gulzar Nazm ! Wo jo shayar tha chup sa rahta tha Bahki-bahki si baaten karta tha Aankhen kanon pe rakh ke sunta tha Gungi khamoshiyon ki aawazen Jama karta tha chaand ke saye Aur gili si nur ki bunden Rukhe rukhe se raat ke patte Ok …
Read More »Roz Subah Akhbar Mere Ghar..
Roz Subah Akhbar Mere Ghar.. Akhbar – Gulzar Nazm ! Sara din main khun mein lat-pat rahta hun Sare din mein sukh sukh ke kala pad jata hai khun Papdi si jam jati hai Khurach khurach ke nakhunon se Chamdi chhilne lagti hai Nak mein khun ki kachchi bu Aur …
Read More »