Tinka Tinka Kante Tode Sari Raat Katai Ki.. Gulzar Poetry ! Tinka tinka kante tode sari raat katai ki, Kyun itni lambi hoti hai chandni raat judai ki. Neend mein koi apne aap se baaten karta rahta hai, Kal-kunen mein gunjti hai aawaz kisi saudai ki. Sine mein dil ki …
Read More »Ghazals
Ped Ke Patton Mein Halchal Hai Khabar-Dar Se Hain..
Ped Ke Patton Mein Halchal Hai Khabar-Dar Se Hain.. Gulzar Poetry ! Ped ke patton mein halchal hai khabar-dar se hain, Shaam se tez hawa chalne ke aasar se hain. Nakhuda dekh raha hai ki main girdab mein hun, Aur jo pul pe khade log hain akhbaar se hain. Chadhte …
Read More »Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha Diya Hota..
Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha Diya Hota.. Gulzar Poetry ! Mujhe andhere mein be-shak bitha diya hota, Magar charagh ki surat jala diya hota. Na raushni koi aati mere taaqub mein, Jo apne aap ko main ne bujha diya hota. Ye dard jism ke ya rab bahut shadid lage, Mujhe …
Read More »Zikr Aaye To Mere Lab Se Duaen Niklen..
Zikr Aaye To Mere Lab Se Duaen Niklen.. Gulzar Poetry ! Zikr aaye to mere lab se duaen niklen, Shama jalti hai to lazim hai shuaen niklen. Waqt ki zarb se kat jate hain sab ke sine, Chaand ka chhalka utar jaye to qashen niklen. Dafn ho jayen ki zarkhez …
Read More »Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par..
Os Padi Thi Raat Bahut Aur Kohra Tha Garmaish Par.. Gulzar Poetry ! Os padi thi raat bahut aur kohra tha garmaish par, Saili si khamoshi mein aawaz suni farmaish par. Fasle hain bhi aur nahi bhi napa taula kuch bhi nahi, Log ba-zid rahte hain phir bhi rishton ki …
Read More »Tujh Ko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue..
Tujh Ko Dekha Hai Jo Dariya Ne Idhar Aate Hue.. Gulzar Poetry ! Tujh ko dekha hai jo dariya ne idhar aate hue, Kuch bhanwar dub gaye pani mein chakraate hue. Hum ne to raat ko danton se pakad kar rakha, Chhina jhapti mein ufuq khulta gaya jate hue. Main …
Read More »Garm Lashen Girin Fasilon Se..
Garm Lashen Girin Fasilon Se.. Gulzar Poetry ! Garm lashen girin fasilon se, Aasman bhar gaya hai chilon se. Suli chadhne lagi hai khamoshi, Log aaye hain sun ke milon se. Kan mein aise utri sargoshi, Barf phisli ho jaise tilon se. Gunj kar aise lautti hai sada, Koi puchhe …
Read More »Zikr Hota Hai Jahan Bhi Mere Afsane Ka..
Zikr Hota Hai Jahan Bhi Mere Afsane Ka.. Gulzar Poetry ! Zikr hota hai jahan bhi mere afsane ka, Ek darwaza sa khulta hai kutub-khane ka. Ek sannata dabe panv gaya ho jaise, Dil se ek khauf sa guzra hai bichhad jane ka. Bulbula phir se chala pani mein ghote …
Read More »Ruke Ruke Se Qadam Ruk Ke Bar Bar Chale..
Ruke Ruke Se Qadam Ruk Ke Bar Bar Chale.. Gulzar Poetry ! Ruke ruke se Qadam ruk ke bar bar chale, Qarar de ke tere dar se be-qarar chale. Uthaye phirte the ehsan jism ka jaan par, Chale jahan se to ye pairahan utar chale. Na jane kaun si mitti …
Read More »Phoolon Ki Tarah Lab Khol Kabhi..
Phoolon Ki Tarah Lab Khol Kabhi.. Gulzar Poetry ! Phoolon ki tarah lab khol kabhi, Khushboo ki zaban mein bol kabhi. Alfaz parakhta rahta hai, Aawaz hamari tol kabhi. Anmol nahi lekin phir bhi, Puchh to muft ka mol kabhi. Khidki mein kati hain sab raaten, Kuch chauras thin kuch …
Read More »