Dil Mein Aise Thahar Gaye Hain Gham.. Gulzar Nazm ! Dil mein aise thahar gaye hain gham Jaise jangal mein shaam ke saye Jate jate sahm ke ruk jayen Mar ke dekhen udaas rahon par Kaise bujhte hue ujalon mein Dur tak dhul hi dhul udti hai !! -Gulzar Nazm …
Read More »Gham Shayari
Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha Diya Hota..
Mujhe Andhere Mein Be-Shak Bitha Diya Hota.. Gulzar Poetry ! Mujhe andhere mein be-shak bitha diya hota, Magar charagh ki surat jala diya hota. Na raushni koi aati mere taaqub mein, Jo apne aap ko main ne bujha diya hota. Ye dard jism ke ya rab bahut shadid lage, Mujhe …
Read More »Zikr Hota Hai Jahan Bhi Mere Afsane Ka..
Zikr Hota Hai Jahan Bhi Mere Afsane Ka.. Gulzar Poetry ! Zikr hota hai jahan bhi mere afsane ka, Ek darwaza sa khulta hai kutub-khane ka. Ek sannata dabe panv gaya ho jaise, Dil se ek khauf sa guzra hai bichhad jane ka. Bulbula phir se chala pani mein ghote …
Read More »Har Ek Gham Nichod Ke Har Ek Baras Jiye..
Har Ek Gham Nichod Ke Har Ek Baras Jiye.. Gulzar Poetry ! Har ek gham nichod ke har ek baras jiye, Do din ki zindagi mein hazaron baras jiye. Sadiyon pe ikhtiyar nahi tha hamara dost, Do chaar lamhe bas mein the do chaar bas jiye. Sahra ke us taraf …
Read More »Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun Bujhta Nahi Dhuan..
Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun Bujhta Nahi Dhuan.. Gulzar Poetry ! Aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahi dhuan, Uthta to hai ghata sa barasta nahi dhuan. Palkon ke dhanpne se bhi rukta nahi dhuan, Kitni undelin aankhen kyun bujhta nahi dhuan. Aankhon se aansuon ke marasim purane …
Read More »Khushboo Jaise Log Mile Afsane Mein..
Khushboo Jaise Log Mile Afsane Mein.. Gulzar Poetry Khushboo jaise log mile afsane mein, Ek purana khat khola anjaane mein. Sham ke saye baalishton se nape hain, Chaand ne kitni der laga di aane mein. Raat guzarte shayad thoda waqt lage, Dhoop undelo thodi si paimane mein. Jaane kis ka …
Read More »Ek Parwaz Dikhai Di Hai..
Ek Parwaz Dikhai Di Hai.. Gulzar Poetry ! Ek parwaz dikhai di hai, Teri aawaz sunai di hai. Sirf ek safha palat kar us ne, Sari baaton ki safai di hai. Phir wahin laut ke jaana hoga, Yaar ne kaisi rihai di hai. Jis ki aankhon mein kati thi sadiyan, …
Read More »Dard Halka Hai Saans Bhari Hai..
Dard Halka Hai Saans Bhari Hai.. Gulzar Ghazal ! Dard halka hai saans bhari hai, Jiye jaane ki rasm jari hai. Aap ke baad har ghadi hum ne, Aap ke saath hi guzari hai. Raat ko chandni to odha do, Din ki chadar abhi utari hai. Shakh par koi qahqaha …
Read More »Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai..
Sham Se Aankh Mein Nami Si Hai.. Gulzar Ghazal ! Sham se aankh mein nami si hai, Aaj phir aap ki kami si hai. Dafan kar do hamein ki sans aaye, Nabz kuch der se thami si hai. Waqt rahta nahi kahin thamkar, Is ki aadat bhi aadmi si …
Read More »Main Rozgaar Ke Silsile Mein..
Main Rozgaar Ke Silsile Mein.. Gulzar’s Nazm ! Main rozgaar ke silsile mein Kabhi kabhi uske shehar jata hun To guzarta hun us gali se.. Wo neem taariq si gali Aur usike nukkad pe unghata sa purana khambha Usi ke niche tamam shab intezaar karke Main chhod aaya tha shehar …
Read More »