Zulfen Seena Naaf Kamar.. Jan Nisar Akhtar Poetry Zulfen seena naaf kamar, Ek nadi mein kitne bhanwar, Sadiyon sadiyon mera safar, Manzil manzil rahguzar. Kitna mushkil kitna kathin, Jine se jine ka hunar. Ganw mein aa kar shehar base, Ganw bichaare jayen kidhar. Phunkne wale socha bhi, Phailegi ye aag …
Read More »Gaaon Shayari
Ye Aane Wala Zamana Hamein Batayega..
Ye aane wala zamana hamein batayega, Wo ghar banayega apna ki ghar basayega. Main sare shehar mein badnaam hun khabar hai mujhe, Wo mere naam se kya fayeda uthayega. Phir us ke baad ujale kharidne honge, Zara si der mein sooraj to dub jayega. Hai sair-gah ye kachchi munder sanpon …
Read More »Kathin Tanhaiyon Se Kaun Khela Main Akela..
Kathin tanhaiyon se kaun khela main akela, Bhara ab bhi mere ganv ka mela main akela. Bichhad kar tujh se main shab bhar na soya kaun roya, Ba-juz mere ye dukh bhi kis ne jhela main akela. Ye be-awaz banjar ban ke basi ye udasi, Ye dahshat ka safar jangal …
Read More »Hath Aa Kar Laga Gaya Koi..
Hath aa kar laga gaya koi, Mera chhappar utha gaya koi. Lag gaya ek masheen mein main bhi, Shehar mein le ke aa gaya koi. Main khada tha ki peeth par meri, Ishtihaar ek laga gaya koi. Ye sadi dhoop ko tarasti hai, Jaise sooraj ko kha gaya koi. Aisi …
Read More »Hamare Kuch Gunaho Ki Saza Bhi Saath Chalti Hai
1. Hamare kuch gunahon ki saza bhi saath chalti hai, Hum ab tanha nahi chalte dawa bhi saath chalti hai. हमारे कुछ गुनाहों की सज़ा भी साथ चलती है, हम अब तन्हा नहीं चलते दवा भी साथ चलती है ! 2. Kachche samar shzar se alag kar diye gaye, Hum …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 3
1. Ab dekhiye kaun aaye janaze ko uthane, Yun taar to mere sabhi beton ko milega. अब देखिये कौन आए जनाज़े को उठाने, यूँ तार तो मेरे सभी बेटों को मिलेगा ! 2. Ab andhera mustaqil rehta hai is dehleez par, Jo humari muntazir rehti thi aankhen bujh gayi. अब …
Read More »