Zikr Aaye To Mere Lab Se Duaen Niklen.. Gulzar Poetry ! Zikr aaye to mere lab se duaen niklen, Shama jalti hai to lazim hai shuaen niklen. Waqt ki zarb se kat jate hain sab ke sine, Chaand ka chhalka utar jaye to qashen niklen. Dafn ho jayen ki zarkhez …
Read More »Dua Shayari
Gulon Ko Sunna Zara Tum Sadayen Bheji Hain..
Gulon Ko Sunna Zara Tum Sadayen Bheji Hain.. Gulzar Poetry ! Gulon ko sunna zara tum sadayen bheji hain, Gulon ke haath bahut si duayen bheji hain. Jo aaftab kabhi bhi ghurub hota nahi, Hamara dil hai usi ki shuayen bheji hain. Agar jalaye tumhein bhi shifa mile shayad, Ek …
Read More »Ranj-O-Gham Mange Hai Andoh-O-Bala Mange Hai..
Ranj-O-Gham Mange Hai Andoh-O-Bala Mange Hai.. Jan Nisar Akhtar Poetry ! Ranj-o-gham mange hai andoh-o-bala mange hai, Dil wo mujrim hai ki khud apni saza mange hai. Chup hai har zakhm-e-gulu chup hai shahidon ka lahu, Dast-e-qatil hai jo mehnat ka sila mange hai. Tu bhi ek daulat-e-nayab hai par …
Read More »2 Line Dua Poetry In Hindi
2 Line Dua Poetry In Hindi 2 Line Dua Poetry In Hindi – बेहतरीन और चुनिंदा शायरी का संग्रह जो की दुआ शब्द को बहुत ही शानदार तरीके से वर्णित करता है ! दुआ पर हिंदी के ये शेर, आपके प्यार और भावनाओं को वक़्त करने में आपकी मदद कर …
Read More »Barbaad-E-Mohabbat Ki Dua Sath Liye Ja..
Barbaad-e-mohabbat ki dua sath liye ja, Tuta hua iqrar-e-wafa sath liye ja. Ek dil tha jo pahle hi tujhe saunp diya tha, Ye jaan bhi aye jaan-e-ada sath liye ja. Tapti hui rahon se tujhe aanch na pahunche, Diwanon ke ashkon ki ghata sath liye ja. Shamil hai mera khun-e-jigar …
Read More »Ek Karb-E-Musalsal Ki Saza Den To Kise Den..
Ek karb-e-musalsal ki saza den to kise den, Maqtal mein hain jine ki dua den to kise den. Patthar hain sabhi log karen baat to kis se, Is shahr-e-khamoshan mein sada den to kise den. Hai kaun ki jo khud ko hi jalta hua dekhe, Sab hath hain kaghaz ke …
Read More »Dil To Karta Hai Khair Karta Hai..
Dil to karta hai khair karta hai, Aap ka zikr ghair karta hai. Kyun na main dil se dun dua us ko, Jabki wo mujh se bair karta hai. Aap to hu-ba-hu wahi hain jo, Mere sapnon mein sair karta hai. Ishq kyun aap se ye dil mera, Mujh se …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 4
1. Mera bachpan tha mera ghar tha khilaune the mere, Sar pe Maa-Baap ka saaya bhi ghazal jaisa tha. मेरा बचपन था मेरा घर था खिलौने थे मेरे, सर पे माँ-बाप का साया भी ग़ज़ल जैसा था ! 2. Mukaddas muskurahat Maa ke honthon par larzati hai, Kisi bacche ka …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 3
1. Ab dekhiye kaun aaye janaze ko uthane, Yun taar to mere sabhi beton ko milega. अब देखिये कौन आए जनाज़े को उठाने, यूँ तार तो मेरे सभी बेटों को मिलेगा ! 2. Ab andhera mustaqil rehta hai is dehleez par, Jo humari muntazir rehti thi aankhen bujh gayi. अब …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 2
1. Gale milne ko aapas mein duayein roz aati hain, Abhi masjid ke darwaze pe maayen roz aati hain. गले मिलने को आपस में दुआयें रोज़ आती हैं, अभी मस्जिद के दरवाज़े पे माएँ रोज़ आती हैं ! 2. Kabhi-kabhi mujhe yun bhi azaan bulaati hai, Shareer bachche ko jis …
Read More »