Dil Mein Aise Thahar Gaye Hain Gham.. Gulzar Nazm ! Dil mein aise thahar gaye hain gham Jaise jangal mein shaam ke saye Jate jate sahm ke ruk jayen Mar ke dekhen udaas rahon par Kaise bujhte hue ujalon mein Dur tak dhul hi dhul udti hai !! -Gulzar Nazm …
Read More »Dil Shayari
Teri Zulfon Mein Dil Uljha Hua Hai
Teri zulfon mein dil uljha hua hai, Bala ke pech mein aaya hua hai. Na kyunkar bu-e-khun name se aaye, Usi jallad ka likkha hua hai. Chale duniya se jis ki yaad mein hum, Ghazab hai wo hamein bhula hua hai. Kahun kya haal agli ishraton ka, Wo tha …
Read More »Haal-E-Dil Main Suna Nahi Sakta..
Haal-e-dil main suna nahi sakta, Lafz mana ko pa nahi sakta. Ishq nazuk-mizaj hai behad, Aql ka bojh utha nahi sakta. Hosh aarif ki hai yahi pahchan, Ki khudi mein sama nahi sakta. Ponchh sakta hai ham-nashin aansoo, Dagh-e-dil ko mita nahi sakta. Mujh ko hairat hai us ki qudrat …
Read More »Dil Mera Jis Se Bahalta Koi Aisa Na Mila
Dil mera jis se bahalta koi aisa na mila, But ke bande mile allah ka banda na mila. Bazm-e-yaran se phiri baad-e-bahaari mayus, Ek sar bhi use aamada-e-sauda na mila. Gul ke khwahan to nazar aaye bahut itr-farosh, Talib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaida na mila. Wah kya rah dikhai hai hamein murshid ne, Kar …
Read More »Aah Jo Dil Se Nikali Jayegi..
Aah jo dil se nikali jayegi, Kya samajhte ho ki khali jayegi. Is nazakat par ye shamshir-e-jafa, Aap se kyonkar sambhaali jayegi. Kya gham-e-duniya ka dar mujh rind ko, Aur ek botal chadha li jayegi. Shaikh ki dawat mein mai ka kaam kya, Ehtiyatan kuch manga li jayegi. Yaad-e-abru mein …
Read More »Dil-E-Nadan Tujhe Hua Kya Hai..
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai, Aakhir is dard ki dawa kya hai. Hum hain mushtaq aur wo bezar, Ya ilahi ye majra kya hai. Main bhi munh mein zaban rakhta hun, Kash puchho ki muddaa kya hai. Jab ki tujh bin nahi koi maujud, Phir ye hangama aye khuda …
Read More »Deep Tha Ya Taara Kya Jaane..
Deep tha ya taara kya jaane, Dil mein kyon dooba kya jaane. Gul par kya kuch beet gayi hai, Albela jhonka kya jaane. Aas ki maili chaadar odhe, Woh bhi tha mujh sa kya jaane. Reet bhi apni rutt bhi apni, Dil rasm-e-duniya kya jaane. Ungli thaam ke chalne wala, …
Read More »