Barish Hoti Hai To Pani Ko Bhi Lag Jate Hain Panw.. Gulzar Nazm ! Barish hoti hai to pani ko bhi lag jate hain panw Dar-o-diwar se takra ke guzarta hai gali se Aur uchhalta hai chhapakon mein Kisi match mein jite hue ladkon ki tarah Jeet kar aate hain …
Read More »Barsaat / Baarish Shayari
Milan Ki Saat Ko Is Tarah Se Amar Kiya Hai..
Milan ki saat ko is tarah se amar kiya hai, Tumhari yaadon ke saath tanha safar kiya hai. Suna hai us rut ko dekh kar tum bhi ro pade the, Suna hai barish ne pattharon par asar kiya hai. Salib ka bar bhi uthao tamam jiwan, Ye lab-kushai ka jurm …
Read More »Ab Ke Barish Mein To Ye Kar-E-Ziyan Hona Hi Tha..
Ab ke barish mein to ye kar-e-ziyan hona hi tha, Apni kachchi bastiyon ko be-nishan hona hi tha. Kis ke bas mein tha hawa ki wahshaton ko rokna, Barg-e-gul ko khak shoale ko dhuan hona hi tha. Jab koi samt-e-safar tai thi na hadd-e-rahguzar, Aye mere rah-rau safar to raegan …
Read More »Wo Kagaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani
Wo Kagaz Ki Kashti Wo Barish Ka Pani.. Sudarshan faakir Ghazal ! Ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo Bhale chhin lo mujh se meri jawani Magar mujh ko lota do bachpan ka sawan Wo kagaz ki kashti wo barish ka pani. Mohalle ki sab se nishani …
Read More »Waqt Ki Umar Kya Badi Hogi..
Waqt ki umar kya badi hogi, Ek tere wasl ki ghadi hogi. Dastaken de rahi hai palkon par, Koi barsat ki jhadi hogi. Kya khabar thi ki nok-e-khanjar bhi, Phool ki ek pankhudi hogi. Zulf bal kha rahi hai mathe par, Chandni se saba ladi hogi. Aye adam ke musafiro …
Read More »Kisne Bhige Hue Balon Se Ye Jhatka Paani
Kisne bhige hue balon se ye jhatka paani, Jhum kar aayi ghata tut ke barsa paani. Koi matwali ghata thi ke jawani ki umang, Ji baha le gaya barsat ka pahla paani. Tiktiki bandhe wo firte hai main is fikr mein hun, Kahi khaane lage na chakkar ye gahara paani. …
Read More »