Akbar Allahabadi Two Line Shayari In Hindi अकबर इलाहाबादी की मशहूर शायरियां हिंदी में : – अकबर इलाहाबादी मिलनसार इंसान थे उनके द्वारा लिखी हास्य रचना हास्य शायरी अपने आप में बेमिशाल हैं उन्हें कविताओं से भी लगाव था, वो चाहे ग़ज़ल हो या नज़्म हो या फिर शायरी की …
Read More »Akbar Allahabadi
Lutf Chaho Ek But-E-Nau-Khez Ko Raazi Karo..
Lutf Chaho Ek But-E-Nau-Khez Ko Raazi Karo.. Akbar Allahabadi Poetry Lutf chaho ek but-e-nau-khez ko raazi karo, Naukri chaho kisi angrez ko raazi karo. Leaderi chaho to lafz-e-qaum hai mehman-nawaz, Gap-nawison ko aur ahl-e-mez ko raazi karo. Taat-e-amn-o-sukun ka dil ko lekin ho jo shauq, Sabr par tab-e-hawas-angez ko raazi …
Read More »Yun Meri Taba Se Hote Hain Maani Paida
Yun Meri Taba Se Hote Hain Maani Paida – Akbar Allahabadi Poetry Yun meri taba se hote hain maani paida, Jaise sawan ki ghataon se ho pani paida. Kya ghazab hai nigah-e-mast-e-mis-e-baada-farosh, Shaikh fani mein hua rang-e-jawani paida. Ye jawani hai ki pata hai junun jis se zuhur, Ye na …
Read More »Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahi Ho Sakta Kuch
Wazn Ab Un Ka Muayyan Nahi Ho Sakta Kuch – Akbar Allahabadi Poetry Wazn ab un ka muayyan nahi ho sakta kuch, Barf ki tarah musalman ghule jate hain. Dagh ab un ki nazar mein hain sharafat ke nishan, Nai tahzib ki maujon se dhule jate hain. Ilm ne rasm …
Read More »Raushan Dil-E-Arif Se Fuzun Hai Badan Un Ka
Raushan Dil-E-Arif Se Fuzun Hai Badan Un Ka – Akbar Allahabadi Poetry Raushan dil-e-arif se fuzun hai badan un ka, Rangin hai tabiat ki tarah pairahan un ka. Mahrum hi rah jati hai aaghosh-e-tamanna, Sharm aa ke chura leti hai sara badan un ka. Jin logon ne dil mein tere …
Read More »Nai Tahzib Se Saqi Ne Aisi Garm-Joshi Ki
Nai Tahzib Se Saqi Ne Aisi Garm-Joshi Ki – Akbar Allahabadi Poetry Nai tahzib se saqi ne aisi garm-joshi ki, Ki aakhir muslimon mein ruh phunki baada-noshi ki. Tumhari policy ka haal kuch khulta nahi sahab, Hamari policy to saf hai iman-faroshi ki. Chhupane ke ewaz chhapwa rahe hain khud …
Read More »Mere Hawas-E-Ishq Mein Kya Kam Hain Muntashir
Mere Hawas-E-Ishq Mein Kya Kam Hain Muntashir – Akbar Allahabadi Poetry Mere hawas-e-ishq mein kya kam hain muntashir, Majnun ka naam ho gaya qismat ki baat hai. Dil jis ke haath mein ho na ho us pe dastaras, Be-shak ye ahl-e-dil pe musibat ki baat hai. Parwana rengta rahe aur …
Read More »Haram Kya Dair Kya Donon Ye Viran Hote Jate Hain..
Haram Kya Dair Kya Donon Ye Viran Hote Jate Hain.. Akbar Allahabadi Poetry Haram kya dair kya donon ye viran hote jate hain, Tumhare motaqid gabru musalman hote jate hain. Alag sab se nazar nichi khiram aahista aahista, Wo mujh ko dafn kar ke ab pasheman hote jate hain. Siwa …
Read More »Ye Sust Hai To Phir Kya Wo Tez Hai To Phir Kya..
Ye Sust Hai To Phir Kya Wo Tez Hai To Phir Kya.. Akbar Allahabadi Poetry Ye sust hai to phir kya wo tez hai to phir kya, Natiwe jo hai to phir kya angrez hai to phir kya. Rahna kisi se dab kar hai amn ko zaruri, Phir koi firqa …
Read More »Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai..
Kya Hi Rah Rah Ke Tabiat Meri Ghabraati Hai.. Akbar Allahabadi Poetry Kya hi rah rah ke tabiat meri ghabraati hai, Maut aati hai shab-e-hijr na nind aati hai. Wo bhi chup baithe hain aghyar bhi chup main bhi khamosh, Aisi sohbat se tabiat meri ghabraati hai. Kyun na ho …
Read More »