Jab se kareeb hoke chale zindagi se hum, Khud apne aaine ko lage ajnabi se hum. Kuch dur chal ke raste sab ek se lage, Milne gaye kisi se mil aaye kisi se hum. Achchhe bure ke farq ne basti ujad di, Majbur ho ke milne lage har kisi se …
Read More »Ajnabi Shayari
Ajnabi Khwahishen Seene Mein Daba Bhi Na Sakun..
Ajnabi khwahishen seene mein daba bhi na sakun, Aise ziddi hain parinde ki uda bhi na sakun. Phunk dalunga kisi roz main dil ki duniya, Ye tera khat to nahin hai ki jala bhi na sakun. Meri ghairat bhi koi shai hai ki mehfil mein mujhe, Us ne is tarah …
Read More »Suna Karo Meri Jaan In Se Un Se Afsaane
Suna karo meri jaan in se un se afsaane, Sab ajnabi hain yahan kaun kis ko pehchane. Yahan se jald guzar jao qafile walo, Hain meri pyas ke phunke hue ye virane. Meri junun-e-parastish se tang aa gaye log, Suna hai band kiye ja rahe hain but-khane. Jahan se pichhle …
Read More »Gham Hai Ya Khushi Hai Tu..
Gham hai ya khushi hai tu, Meri zindagi hai tu. Aafaton ke daur mein, Chain ki ghadi hai tu. Meri raat ka charagh, Meri nind bhi hai tu. Main khizan ki sham hun, Rut bahaar ki hai tu. Doston ke darmiyan, Wajh-e-dosti hai tu. Meri sari umar mein, Ek hi …
Read More »