Tere jaisa mera bhi haal tha na sukun tha na qarar tha, Yahi umar thi mere ham-nashin ki kisi se mujh ko bhi pyar tha. Main samajh raha hun teri kasak tera mera dard hai mushtarak, Isi gham ka tu bhi asir hai isi dukh ka main bhi shikar tha. …
Read More »Aitbar Sajid
Main Takiye Par Sitare Bo Raha Hun..
Main takiye par sitare bo raha hun, Janm-din hai akela ro raha hun. Kisi ne jhank kar dekha na dil mein, Ki main andar se kaisa ho raha hun. Jo dil par dagh hain pichhli ruton ke, Unhen ab aansoon se dho raha hun. Sabhi parchhaiyan hain sath lekin, Bhari …
Read More »Tumhein Jab Kabhi Milen Fursaten Mere Dil Se Bojh Utar Do
Tumhein jab kabhi milen fursaten mere dil se bojh utar do, Main bahut dinon se udaas hun mujhe koi shaam udhaar do. Mujhe apne rup ki dhup do ki chamak saken mere khal-o-khad, Mujhe apne rang mein rang do mere sare rang utar do. Kisi aur ko mere haal se …
Read More »Khuda Jaane Tumhare Zehan Mein Kya Hai..?
Khuda jaane tumhare zehan mein kya hai..? Mere baare mein tum kya sochti ho keh nahi sakta.. Magar main is liye milney se katraata hun tumse, Ki woh baatein jo hum likhte hain apne khat mein chaahat se.. Woh baatein aur baatein hain, Woh baatein aisi baatein hain ki bas …
Read More »