Sabr Har Bar Ikhtiyar Kiya.. Gulzar Poetry ! Sabr har bar ikhtiyar kiya, Hum se hota nahi hazar kiya. Aadatan tum ne kar diye wade, Aadatan hum ne aitbaar kiya. Hum ne aksar tumhaari rahon mein, Ruk kar apna hi intezaar kiya. Phir na mangenge zindagi ya rab, Ye gunah …
Read More »Aitbaar Shayari
Hans Hans Ke Jaam Jaam Ko Chhalka Ke Pi Gaya..
Hans hans ke jaam jaam ko chhalka ke pi gaya, Wo khud pila rahe the main lahra ke pi gaya. Tauba ke tutne ka bhi kuchh kuchh malal tha, Tham tham ke soch soch ke sharma ke pi gaya. Saghar-ba-dast baithi rahi meri aarzoo, Saqi shafaq se jaam ko takra …
Read More »Jhuki Jhuki Si Nazar Be-Qarar Hai Ki Nahi..
Jhuki jhuki si nazar be-qarar hai ki nahi, Daba-daba sa sahi dil mein pyaar hai ki nahi. Tu apne dil ki jawan dhadkano ko gin ke bata, Meri tarah tera dil be-qarar hai ki nahi. Woh pal ki jis mein mohabbat jawan hoti hai, Us ek pal ka tujhe intizar …
Read More »Aap Apna Ghubar The Hum To..
Aap apna ghubar the hum to, Yaad the yaadgar the hum to. Pardagi hum se kyun rakha parda, Tere hi parda-dar the hum to. Waqt ki dhup mein tumhare liye, Shajar-e-saya-dar the hum to. Ude jate hain dhul ke maanind, Aandhiyon par sawar the hum to. Hum ne kyun khud …
Read More »Wafa Mein Ab Ye Hunar Ikhtiyar Karna Hai..
Wafa mein ab ye hunar ikhtiyar karna hai, Wo sach kahe na kahe aitebaar karna hai. Ye tujh ko jagte rahne ka shouq kab se hua, Mujhe to khair tera intezar karna hai. Hawa ki zad mein jalne hain aansoon ke chiraagh, Kabhi ye jashan sar-e-rah guzaar karna hai. Wo …
Read More »