Sans lena bhi saza lagta hai, Ab to marna bhi rawa lagta hai. Koh-e-gham par se jo dekhun to mujhe, Dasht aaghosh-e-fana lagta hai. Sar-e-bazar hai yaron ki talash, Jo guzarta hai khafa lagta hai. Mausam-e-gul mein sar-e-shakh-e-gul, Shoala bhadke to baja lagta hai. Muskuraata hai jo is aalam mein, …
Read More »Ahmad Nadeem Qasmi
Jab Tera Hukam Mila Tark Mohabbat Kar Di
Jab tera hukam mila tark mohabbat kar di, Dil magar is pe wo dhadka ki qayamat kar di. Tujh se kis tarah main izhaar-e-tamanna karta, Lafz sujha to muani ne baghawat kar di. Main to samjha tha ki laut aate hain jaane wale, Tu ne ja kar to judai meri …
Read More »Kaun Kahta Hai Maut Aayi To Mar Jaunga
Kaun kahta hai maut aayi to mar jaunga, Main to dariya hun samandar mein utar jaunga. Tera dar chod ke main aur kidhar jaunga, Ghar mein ghir jaunga sahra mein bikhar jaunga. Tere pahlu se uthunga to muskil yah hai, Sirf ek shkhas ko paunga jidhar jaunga. Ab to khursid …
Read More »