December jab se aaya hai mere khaamosh kamre mein.., Mere bistar pe bikhri sab kitaabein bhig jaati hain..!! दिसंबर जब से आया है मेरे खामोश कमरे में.., मेरे बिस्तर पे बिखरी सब किताबें भीग जाती हैं..!!
Read More »Aansoo / Ashk Shayari
Char Tinke Utha Ke Jangal Se..
Char Tinke Utha Ke Jangal Se.. { Khana-Ba-Dosh – Gulzar Nazm } ! Char tinke utha ke jangal se Ek baali anaj ki le kar Chand qatre bilakte ashkon ke Chand faqe bujhe hue lab par Mutthi bhar apni qabr ki mitti Mutthi bhar aarzuon ka gara Ek tamir ki, …
Read More »Barf Pighlegi Jab Pahado Se..
Barf Pighlegi Jab Pahado Se.. Gulzar Nazm ! Barf pighlegi jab pahado se Aur wadi se kohra simtega Bij angdai le ke jagenge Apni lasai aankhen kholenge Sabza bah niklega dhalanon par Ghaur se dekhna bahaaron mein Pichhle mausam ke bhi nishan honge Konpalon ki udaas aaankhon mein Aansuon ki …
Read More »Na Jaane Kis Ki Ye Diary Hai..
Na Jaane Kis Ki Ye Diary Hai.. { Diary – Gulzar’s Nazm } Na jaane kis ki ye Diary hai Na naam hai na pata hai koi: “Har ek karwat main yaad karta hun tum ko lekin Ye karwaten lete raat din yun masal rahe hain mere badan ko Tumhaari …
Read More »Jab Bhi Aankhon Mein Ashk Bhar Aaye..
Jab Bhi Aankhon Mein Ashk Bhar Aaye.. Gulzar Poetry ! Jab bhi aankhon mein ashk bhar aaye, Log kuch dubte nazar aaye. Apna mehwar badal chuki thi zameen, Hum khala se jo laut kar aaye. Chaand jitne bhi gum hue shab ke, Sab ke ilzam mere sar aaye. Chand lamhe …
Read More »Ek Parwaz Dikhai Di Hai..
Ek Parwaz Dikhai Di Hai.. Gulzar Poetry ! Ek parwaz dikhai di hai, Teri aawaz sunai di hai. Sirf ek safha palat kar us ne, Sari baaton ki safai di hai. Phir wahin laut ke jaana hoga, Yaar ne kaisi rihai di hai. Jis ki aankhon mein kati thi sadiyan, …
Read More »Purane Danw Par Har Din Naye Aansu Lagata Hai..
Purane Danw Par Har Din Naye Aansu Lagata Hai.. Rahat Indori Shayari ! Purane danw par har din naye aansu lagata hai, Wo ab bhi ek phate rumal par khushbu lagata hai. Use kah do ki ye unchaiyan mushkil se milti hain, Wo sooraj ke safar mein mom ke bazu …
Read More »Mere Ashkon Ne Kai Aankhon Mein Jal-Thal Kar Diya..
Mere Ashkon Ne Kai Aankhon Mein Jal-Thal Kar Diya.. Rahat Indori Shayari ! Mere ashkon ne kai aankhon mein jal-thal kar diya, Ek pagal ne bahut logon ko pagal kar diya. Apni palkon par saja kar mere aansoo aap ne, Raste ki dhul ko aankhon ka kajal kar diya. Main …
Read More »Andhere Chaaron Taraf Sayen Sayen Karne Lage..
Andhere Chaaron Taraf Sayen Sayen Karne Lage.. Rahat Indori Shayari ! Andhere chaaron taraf sayen sayen karne lage, Charagh haath utha kar duayen karne lage. Taraqqi kar gaye bimariyon ke saudagar, Ye sab mariz hain jo ab dawayen karne lage. Lahu-luhan pada tha zameen par ek suraj, Parinde apne paron …
Read More »Na Bahte Ashk To Tasir Mein Siwa Hote
Na bahte ashk to tasir mein siwa hote, Sadaf mein rahte ye moti to be-baha hote. Mujh aise rind se rakhte zarur hi ulfat, Janab-e-shaikh agar aashiq-e-khuda hote. Gunahgaron ne dekha jamal-e-rahmat ko, Kahan nasib ye hota jo be-khata hote. Janab-e-hazrat-e-naseh ka wah kya kahna, Jo ek baat na hoti …
Read More »