Kahin To Gard Ude Ya Kahin Ghubar Dikhe.. Gulzar Poetry ! Kahin to gard ude ya kahin ghubar dikhe, Kahin se aata hua koi shahsawar dikhe. Khafa thi shakh se shayad ki jab hawa guzri, Zameen pe girte hue phool be-shumar dikhe. Rawan hain phir bhi ruke hain wahin pe …
Read More »Aankhen Shayari
Sahma Sahma Dara Sa Rahta Hai..
Sahma Sahma Dara Sa Rahta Hai.. Gulzar Poetry ! Sahma sahma dara sa rahta hai, Jaane kyun ji bhara sa rahta hai. Kai si jam gayi hai aankhon par, Sara manzar hara sa rahta hai. Ek pal dekh lun to uthta hun, Jal gaya ghar zara sa rahta hai. Sar …
Read More »Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun Bujhta Nahi Dhuan..
Aankhon Mein Jal Raha Hai Kyun Bujhta Nahi Dhuan.. Gulzar Poetry ! Aankhon mein jal raha hai kyun bujhta nahi dhuan, Uthta to hai ghata sa barasta nahi dhuan. Palkon ke dhanpne se bhi rukta nahi dhuan, Kitni undelin aankhen kyun bujhta nahi dhuan. Aankhon se aansuon ke marasim purane …
Read More »Mere Ashkon Ne Kai Aankhon Mein Jal-Thal Kar Diya..
Mere Ashkon Ne Kai Aankhon Mein Jal-Thal Kar Diya.. Rahat Indori Shayari ! Mere ashkon ne kai aankhon mein jal-thal kar diya, Ek pagal ne bahut logon ko pagal kar diya. Apni palkon par saja kar mere aansoo aap ne, Raste ki dhul ko aankhon ka kajal kar diya. Main …
Read More »Ghamza Nahi Hota Ki Ishaara Nahi Hota
Ghamza nahi hota ki ishaara nahi hota, Aankh un se jo milti hai to kya kya nahi hota. Jalwa na ho mani ka to surat ka asar kya, Bulbul gul-e-taswir ka shaida nahi hota. Allah bachaye maraz-e-ishq se dil ko, Sunte hain ki ye aariza achchha nahi hota. Tashbih tere …
Read More »Aankhen Mujhe Talwon Se Wo Malne Nahi Dete
Aankhen mujhe talwon se wo malne nahi dete, Arman mere dil ke nikalne nahi dete. Khatir se teri yaad ko talne nahi dete, Sach hai ki hamin dil ko sambhalne nahi dete. Kis naz se kahte hain wo jhunjhla ke shab-e-wasl, Tum to hamein karwat bhi badalne nahi dete. Parwanon …
Read More »Ghazlon Ka Hunar Apni Aankhon Ko Sikhayenge..
Ghazlon ka hunar apni aankhon ko sikhayenge, Royenge bahut lekin aansoo nahi aayenge. Keh dena samundar se hum os ke moti hain, Dariya ki tarah tujh se milne nahi aayenge. Wo dhup ke chhappar hon ya chhanw ki diwarein, Ab jo bhi uthayenge mil jul ke uthayenge. Jab sath na …
Read More »Aansuon Se Dhuli Khushi Ki Tarah..
Aansuon se dhuli khushi ki tarah, Rishte hote hain shayari ki tarah. Hum khuda ban ke aayenge warna, Hum se mil jao aadmi ki tarah. Barf seene ki jaise jaise gali, Aankh khulti gayi kali ki tarah. Jab kabhi badlon mein ghirta hai, Chaand lagta hai aadmi ki tarah. Kisi …
Read More »Qurbat Bhi Nahi Dil Se Utar Bhi Nahi Jata..
Qurbat bhi nahi dil se utar bhi nahi jata, Wo shakhs koi faisla kar bhi nahi jata. Aankhen hain ki khali nahi rahti hain lahu se, Aur zakhm-e-judai hai ki bhar bhi nahi jata. Wo rahat-e-jaan hai magar is dar-badri mein, Aisa hai ki ab dhyan udhar bhi nahi jata. …
Read More »Aankh Se Dur Na Ho Dil Se Utar Jayega..
Aankh se dur na ho dil se utar jayega, Waqt ka kya hai guzarta hai guzar jayega. Itna manus na ho khalwat-e-gham se apni, Tu kabhi khud ko bhi dekhega to dar jayega. Dubte dubte kashti ko uchhaala de dun, Main nahi koi to sahil pe utar jayega. Zindagi teri …
Read More »