Chehron Ki Dhoop Aankhon Ki Gahrai Le Gaya.. Rahat Indori Shayari ! Chehron ki dhoop aankhon ki gahrai le gaya, Aaina sare shehar ki binai le gaya. Dube hue jahaz pe kya tabsira karen, Ye hadisa to soch ki gahrai le gaya. Haalanki bezuban tha lekin ajib tha, Jo shakhs …
Read More »Aaina Shayari
Baithe Baithe Koi Khayal Aaya..
Baithe Baithe Koi Khayal Aaya.. Rahat Indori Shayari ! Baithe baithe koi khayal aaya, Zinda rahne ka phir sawaal aaya. Kaun dariyaon ka hisaab rakhe, Nekiyaan nekiyon mein dal aaya. Zindagi kis tarah guzaari jaaye, Zindagi bhar na ye kamal aaya. Jhooth bola hai koi aaina warna, Patthar mein kaise …
Read More »Jab Se Kareeb Hoke Chale Zindagi Se Hum
Jab se kareeb hoke chale zindagi se hum, Khud apne aaine ko lage ajnabi se hum. Kuch dur chal ke raste sab ek se lage, Milne gaye kisi se mil aaye kisi se hum. Achchhe bure ke farq ne basti ujad di, Majbur ho ke milne lage har kisi se …
Read More »Aaina Dekh Apna Sa Munh Le Ke Rah Gaye
Aaina dekh apna sa munh le ke rah gaye, Sahab ko dil na dene pe kitna ghurur tha. Qasid ko apne hath se gardan na mariye, Us ki khata nahi hai ye mera qusur tha. Zof-e-junun ko waqt-e-tapish dar bhi dur tha, Ek ghar mein mukhtasar bayaban zarur tha. Aye …
Read More »Aaina Kyun Na Dun Ki Tamasha Kahen Jise
Aaina kyun na dun ki tamasha kahen jise, Aisa kahan se laun ki tujh sa kahen jise. Hasrat ne la rakha teri bazm-e-khayal mein, Gul-dasta-e-nigah suwaida kahen jise. Phunka hai kis ne gosh-e-mohabbat mein aye khuda, Afsun-e-intizar tamanna kahen jise. Sar par hujum-e-dard-e-gharibi se daliye, Wo ek musht-e-khak ki sahra …
Read More »Din Kuchh Aise Guzarta Hai Koi..
Din kuchh aise guzarta hai koi, Jaise ehsan utarta hai koi. Dil mein kuchh yun sambhaalta hun gham, Jaise zewar sambhaalta hai koi. Aaina dekh kar tasalli hui, Hum ko is ghar mein jaanta hai koi. Ped par pak gaya hai phal shayad, Phir se patthar uchhaalta hai koi. Der …
Read More »Muskura Kar Khitab Karte Ho..
Muskura kar khitab karte ho, Aadaten kyun kharab karte ho. Mar do mujh ko rahm-dil ho kar, Kya ye kar-e-sawab karte ho. Muflisi aur kis ko kahte hain, Daulaton ka hisab karte ho. Sirf ek iltija hai chhoti si, Kya use baryab karte ho. Hum to tum ko pasand kar …
Read More »Mai-Khana-E-Hasti Mein Aksar Hum Apna Thikana Bhul Gaye..
Mai-khana-e-hasti mein aksar hum apna thikana bhul gaye, Ya hosh mein jaana bhul gaye ya hosh mein aana bhul gaye. Asbab to ban hi jaate hain taqdir ki zid ko kya kahiye, Ek jaam lo pahuncha tha hum tak hum jaam uthana bhul gaye. Aaye the bikhere zulfon ko ek …
Read More »Ye Khayalon Ki Bad-Hawasi Hai..
Ye khayalon ki bad-hawasi hai, Ya tere naam ki udasi hai. Aaine ke liye to patli hain, Ek kaba hai ek kashi hai. Tum ne hum ko tabah kar Dala, Baat hone ko ye zara si hai. !! ये ख़यालों की बद-हवासी है, या तेरे नाम की उदासी है ! …
Read More »Rang Duniya Ne Dikhaya Hai Nirala Dekhun..
Rang duniya ne dikhaya hai nirala dekhun, Hai andhere mein ujala to ujala dekhun. Aaina rakh de mere samne aakhir main bhi, Kaisa lagta hai tera chahne wala dekhun. Kal talak wo jo mere sar ki qasam khata tha, Aaj sar us ne mera kaise uchhaala dekhun. Mujh se mazi …
Read More »