1. Kis din koi rishta meri Bahano ko milega, Kab nind ka mausam meri aankhon ko milega. किस दिन कोई रिश्ता मेरी बहनों को मिलेगा, कब नींद का मौसम मेरी आँखों को मिलेगा ! 2. Meri gudiya-si Bahan ko khudkushi karni padi, Kya khabar thi ki dost mera is kadar …
Read More »famous two line poetry of Asghar Gondvi
Chala jaata hun hansta khelta mauj-e-havadis se, Agar aasaniyan hon zindagi dushwaar ho jaaye. चला जाता हूँ हँसता खेलता मौज-ए-हवादिस से, अगर आसानियाँ हों ज़िंदगी दुश्वार हो जाए ! Aks kis cheez ka aaina-e-hairat mein nahi, Teri surat mein hai kya jo meri surat mein nahi. अक्स किस चीज़ का …
Read More »Kyun kisi aur ko dukh-dard sunaun apne..
Kyun kisi aur ko dukh-dard sunaun apne, Apni aankho mein bhi main zakhm chhupaun apne. Main to qaem hun tere gham ki badaulat warna, Yun bhikhar jaun ki khud ke haath na aaun apne. Sher logon ko bahut yaad hai auron ke liye, Tu mile to main tujhe sher sunaun …
Read More »Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa..
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa, Aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa. Phale se marasim na sahi phir bhi kabhi to, Rasm-o-rahe duniya hi nibhane ke liye aa. Kis kis ko batayenge judaai ka sabab hum, Tu mujh se khafa hai to zamaane …
Read More »Aalam hi aur tha jo shanasaiyon mein tha
Aalam hi aur tha jo shanasaiyon mein tha, Jo deep tha nigaah ki parchhaaiyon mein tha. Wo be-panaah khauf jo tanhaiyon mein tha, Dil ki tamaam anjuman-aaraaiyon mein tha. Ek lamha-e-fusun ne jalaaya tha jo diya, Phir umar bhar khayaal ki raanaaiyon mein tha. Ek khwaab-guun si dhoop thi zakhmon …
Read More »