1. Hum sayadar ped zamane ke kaam aaye, Jab sukhne lage to jalane ke kaam aaye. हम सायादार पेड़ ज़माने के काम आये, जब सूखने लगे तो जलाने के काम आये ! 2. Koyal bole ya gaureyya achcha lagta hai, Apne gaon mein sab kuch bhaiya achcha lagta hai. कोयल …
Read More »Dagh duniya ne diye zakhm zamane se mile..
Dagh duniya ne diye zakhm zamane se mile, Hum ko tohfe ye tumhein dost banane se mile Hum taraste hi taraste hi taraste hi rahe, Wo falane se falane se falane se mile. Khud se mil jate to chahat ka bharam rah jata, Kya mile aap jo logon ke milane …
Read More »Nigah-e-naaz ne parde uthaye hain kya kya..
Nigah-e-naaz ne parde uthaye hain kya kya, Hijab ahl-e-mohabbat ko aaye hain kya kya. Jahan mein thi bas ek afwah tere jalwon ki, Charagh-e-dair-o-haram jhilmilaye hain kya kya. Do-chaar barq-e-tajalli se rahne walon ne, Fareb narm-nigahi ke khaye hain kya kya. Dilon pe karte hue aaj aati jati chot, Teri …
Read More »Ab dil ki taraf dard ki yalgaar bahut hai..
Ab dil ki taraf dard ki yalgaar bahut hai, Duniya mere zakhmon ki talabgar bahut hai. Ab toot raha hai meri hasti ka tasawwur, Is waqt mujhe tujh se sarokar bahut hai. Mitti ki ye deewar kahin toot na jaaye, Roko ki mere khoon ki raftar bahut hai. Har saans …
Read More »Zakhm kya kya na zindagi se mile..
Zakhm kya kya na zindagi se mile, Khwaab palkon se berukhi se mile. Aap ko mil gaye hain kismat se, Hum zamaane mein kab kisi ko mile ? Aise khushbu se mil raha hai gulaab, Jis tarah raat roshani se mile. Hum faqeeron se dosti hai magar, Uss se kehna …
Read More »famous two line poetry of aziz lakhnavi
Paida wo baat kar ki tujhe roye dusare, Rona khud ye apne haal pe ye zaar zaar kya. पैदा वो बात कर कि तुझे रोएँ दूसरे, रोना खुद अपने हाल पे ये जार जार क्या ! Tumne cheda to kuchh khule hum bhi, Baat par baat yaad aati hai. तुम …
Read More »Kyun kisi aur ko dukh-dard sunaun apne..
Kyun kisi aur ko dukh-dard sunaun apne, Apni aankho mein bhi main zakhm chhupaun apne. Main to qaem hun tere gham ki badaulat warna, Yun bhikhar jaun ki khud ke haath na aaun apne. Sher logon ko bahut yaad hai auron ke liye, Tu mile to main tujhe sher sunaun …
Read More »Silsila zakhm zakhm jari hai..
Silsila zakhm zakhm jari hai, Ye zameen door tak hamari hai. Is zameen se ajab taalluq hai, Zarre-zarre se rishtedari hai. Main bahut km kisi se milata hoon, Jisse yaari hai usse yaari hai. Hum jise jee rahe hai wo lamha, Har gujishta sadi pe bhari hai. Main toh ab …
Read More »Khuda jaane tumhare zehan mein kya hai..?
Khuda jaane tumhare zehan mein kya hai..? Mere baare mein tum kya sochti ho keh nahi sakta.. Magar main is liye milney se katraata hun tumse, Ki woh baatein jo hum likhte hain apne khat mein chaahat se.. Woh baatein aur baatein hain, Woh baatein aisi baatein hain ki bas …
Read More »Ghar ka rasta bhi mila tha shayad..
Ghar ka rasta bhi mila tha shayad, Raah mein sang-e-wafa tha shayad. Is qadar tez hawa ke jhonke, Shaakh par phool khila tha shayad. Jis ki baaton ke fasaane likhe, Us ne to kuch na kaha tha shayad. Log be-mehr na hote honge, Waham sa dil ko hua tha shayad. …
Read More »