1. Farishte aa ke unke jism par khushboo lagate hain, Wo bachche rail ke dibbe mein jo jhaadu lagaate hain. फ़रिश्ते आ के उनके जिस्म पर ख़ुशबू लगाते हैं, वो बच्चे रेल के डिब्बे में जो झाड़ू लगाते हैं ! 2. Humakte khelte bachchon ki shaitaani nahi jati, Magar phir …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Shayari (Bahan बहन)
1. Kis din koi rishta meri Bahano ko milega, Kab nind ka mausam meri aankhon ko milega. किस दिन कोई रिश्ता मेरी बहनों को मिलेगा, कब नींद का मौसम मेरी आँखों को मिलेगा ! 2. Meri gudiya-si Bahan ko khudkushi karni padi, Kya khabar thi ki dost mera is kadar …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 4
1. Mera bachpan tha mera ghar tha khilaune the mere, Sar pe Maa-Baap ka saaya bhi ghazal jaisa tha. मेरा बचपन था मेरा घर था खिलौने थे मेरे, सर पे माँ-बाप का साया भी ग़ज़ल जैसा था ! 2. Mukaddas muskurahat Maa ke honthon par larzati hai, Kisi bacche ka …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 3
1. Ab dekhiye kaun aaye janaze ko uthane, Yun taar to mere sabhi beton ko milega. अब देखिये कौन आए जनाज़े को उठाने, यूँ तार तो मेरे सभी बेटों को मिलेगा ! 2. Ab andhera mustaqil rehta hai is dehleez par, Jo humari muntazir rehti thi aankhen bujh gayi. अब …
Read More »Munawwar Rana “Maa” Part 1
1. Hanste hue Maa-Baap ki gaali nahi khaate, Bachche hain to kyon shauq se mitti nahi khaate. हँसते हुए माँ-बाप की गाली नहीं खाते, बच्चे हैं तो क्यों शौक़ से मिट्टी नहीं खाते ! 2. Ho chaahe jis ilaaqe ki zaban bachche samajhte hain, Sagi hai ya ki sauteli hai …
Read More »Do-chaar bar hum jo kabhi hans-hansa liye..
Do-chaar bar hum jo kabhi hans-hansa liye, Sare jahan ne hath mein patthar utha liye. Rahte hamare pas to ye tutate zarur, Achchha kiya jo aapne sapne chura liye. Chaha tha ek phool ne tadpen usi ke pas, Hum ne khushi se pedon mein kante bichha liye. Aankhon mein aaye …
Read More »Aakhiri mulaqat..
Mat roko inhe pas aane do Ye mujh se milne aaye hain Main khud na jinhe pahchan sakun Kuch itne dhundle saye hain Do panv bane hariyali par Ek titli baithi dali par Kuch jagmag jugnu jangal se Kuch jhumte hathi baadal se Ye ek kahani nind bhari Ek takht …
Read More »Ab to kuch aur bhi andhera hai..
Ab to kuch aur bhi andhera hai, Ye meri raat ka sawera hai. Rahzanon se to bhag nikla tha, Ab mujhe rahbaron ne ghera hai. Aage aage chalo tabar walo, Abhi jangal bahut ghanera hai. Qafila kis ki pairwi mein chale, Kaun sab se bada lutera hai. Sar pe rahi …
Read More »famous two line poetry of aziz lakhnavi
Paida wo baat kar ki tujhe roye dusare, Rona khud ye apne haal pe ye zaar zaar kya. पैदा वो बात कर कि तुझे रोएँ दूसरे, रोना खुद अपने हाल पे ये जार जार क्या ! Tumne cheda to kuchh khule hum bhi, Baat par baat yaad aati hai. तुम …
Read More »famous two line poetry of Asghar Gondvi
Chala jaata hun hansta khelta mauj-e-havadis se, Agar aasaniyan hon zindagi dushwaar ho jaaye. चला जाता हूँ हँसता खेलता मौज-ए-हवादिस से, अगर आसानियाँ हों ज़िंदगी दुश्वार हो जाए ! Aks kis cheez ka aaina-e-hairat mein nahi, Teri surat mein hai kya jo meri surat mein nahi. अक्स किस चीज़ का …
Read More »